Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia During Service Mushrikana Amal Me Help

  • During Service Mushrikana Amal Me Help

    Posted by Juned Khan on October 20, 2025 at 7:44 pm

    Gair muslim ke yaha supervisor ki job me jab bhi koi festival hota he as a supervisor ke alava account ka bhi job he is wajah se unke mabud ke saronding jo bhi material sirk karne ke liye hota he usko lana ya uske liye money company’ ke account se dene padte he to ye kesi baat he isko kese manage kare?

    Umer replied 1 month ago 2 Members · 3 Replies
  • 3 Replies
  • During Service Mushrikana Amal Me Help

    Umer updated 1 month ago 2 Members · 3 Replies
  • Umer

    Moderator October 21, 2025 at 9:21 am

    Aap kisi shirkiya amal main khud shamil nhi aur na hi yai apki asal job hai. Asal job main agar koe kharabi wali baat nhi toh apki income halal hai. Kosish karain kai agar is sai bh bacha jaye, laikin agar aik aadhi payment karni parti hai kisi festival kai liya kabhi kabhar toh us sai nokri haram nhi hoti.

  • Juned Khan

    Member October 21, 2025 at 10:39 am

    Hum khud shirk jese azim gunah me allah ke yaha jawab deh ho sakte he????

    • Umer

      Moderator October 22, 2025 at 8:28 am

      Agar aap shirk nhi Kar rahay aur shirk ko khud sai promote nhi Kar rahay toh aap shirk main shamil nhi Hain.

      Yai baat theek hai Kai agar is sai bh bachnay Ka moqa hoo toh air bh zayada Acha hai. Laikin yai apko shirk main hissaydar nhi karta.

      Han agar aik shaks ki nokri hi yai hoo jis main shirkiya kamon ki hi payments Karni hon har waqt, toh us Surat aiteraz Kiya jaye ga.

You must be logged in to reply.
Login | Register