-
Can Sons Get Share In Property If Their Father Dies In Presence Of Grandfather?
Assalamualaikum wr… Ghamidi sahab kuch din pehle jumah ki nimaz padhne gaya tha wahaan molvie sahab waaz mein bol rahe they ki ager kisi ladkay k Walid sahab guzar jayein aur dada zinda ho. To ager grandfather zinda rehte un ko property mein hissa na dein paye aur wo b guzar jaye to. Us ladke ko koi hissa nahi mile ga. Grandfather ko apni zindagi mein hi us bache ko hissa dena hoga.
Is baat se kafi confusion ho gaya hai ya yeh kahu ki mujhe yeh nainsafi lag rahi hai. Meharbani ker k is parr achi wazahat karein
Sponsor Ask Ghamidi