Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Tahajjud And Intention (Niyah)

Tagged: , ,

  • Tahajjud And Intention (Niyah)

    Posted by Mohammad Hasan on October 1, 2020 at 6:27 pm

    Kya tahajjud aur witr ek hi namaz h agr ek h to niyat kaise kre jaise do padhke salam pherde aur ek jo padhege ye dono niyat kya hogi please ye batade jawab urdu me dijyega

    Umer replied 4 years, 10 months ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Tahajjud And Intention (Niyah)

    Umer updated 4 years, 10 months ago 2 Members · 1 Reply
  • Umer

    Moderator October 1, 2020 at 6:40 pm

    Ji jaisa ke aapko pehlay bataya tha ke witr aur Tahhajud aik hi namaz hein. Witr kisi namaz ka naam nahi hai. Tahhajud ki namaz taaq rakaat mein ada ki jati hai, aur taaq karnay ko witr kaha jata hai.

    Niyat dil ke iraday ka naam hai. Aap khuda ke liye namaz ada karnay ka irada kijye aur aap ki niyat ho jaye gi.

    https://youtu.be/BbXzx6DQPXc

You must be logged in to reply.
Login | Register