-
Reciting Surah Al-Kahf On Friday
Kya koi sahih hadees me h ki Friday k din sureh kahaf padhna chahiye
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1643 days, 7,540 registered users have posted 59,415 messages under 16,623 unique topics on Ask Ghamidi.
A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn
Forums › Forums › Sources of Islam › Reciting Surah Al-Kahf On Friday
Tagged: Hadith
Kya koi sahih hadees me h ki Friday k din sureh kahaf padhna chahiye
Please see
Bhai koi urdu me video ho to bhejyie
Ya to ap hi urdu me batadijye ki Friday k din wali riyawat zaeef h kamzoor h to ye sahih na please urdu me batadijye
Ji iss video mein Dr. Shehzad Saleem ne inn tamam riwayaton ki isnad pe jo tanqeedat hein unn ke baray mein bataya hai. Riwayat ke zariye se surah Al-Kahf ko padnat ki koi khas fazeelat sabit nahi hoti.
Aap sura Al-Kahf ko (khas taur se pehli 10 ayat aur aakhri 10-11 aayat ko) Jumay ke din ya kisi bhi aur din tarjumay ke sath padhiye, samjhiye, aur ghaur kijiye. Allah SWT qubool farmanay wala hai.
Jaise Friday k din kuch log khte h ki puri sureh kahaf padhne se ek roshni rhthi h dusre juma tk ye bhi riwat zaeef h
Version 1.0
by Muhammad Faisal Haroon
Code of Conduct
Terms of Use | Privacy Policy
Copyright © 2020 Al-Mawrid U.S.
All Rights Reserved.