Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Rafayadein In Namaz

Tagged: , ,

  • Rafayadein In Namaz

    Posted by Mohammad Hasan on October 2, 2020 at 3:45 am

    Rafulyadein na krne ki daleel kya h hme reference aur kitab k name aur number chahiye hme koi video nhi chahiye hme sirf reference chahiye taki koi hmse pucho to bataske

    Umer replied 4 years, 1 month ago 3 Members · 23 Replies
  • 23 Replies
  • Rafayadein In Namaz

    Umer updated 4 years, 1 month ago 3 Members · 23 Replies
  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar October 2, 2020 at 3:50 am

    کوئی دلیل نہیں۔

  • Mohammad Hasan

    Member October 2, 2020 at 3:50 am

    To phir ap kyu khthe h ki rasoolallah saw ne kbhi kiya h rafulyadein kabhi nhi

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar October 3, 2020 at 11:42 am

    آپؐ نے نماز میں جو اعمال اور اذکار مستقل طور پر فرض نہیں ان میں مختلف انداز اختیار کیے ہیں۔ کسی ایک انداز پر اصرار درست نہیں۔

    • Mohammad Hasan

      Member October 3, 2020 at 11:52 am

      Apko kaise pta chala ki ki ye mukhtalif andaaz aur kabhi kiya kabhi nhi iska matlb khi padha hoga kisi hadees me hoga wrna apko kaise pta chala ki ye kabhi kiya kabhi nhi ap hi batayie

  • Umer

    Moderator October 3, 2020 at 2:56 pm

    Deen saara ijma aur tawatur kai saath poori qatiyat sai hum tak phoncha hai, aur Quran aur Sunnat ki shakal main phoncha hai. Inka maakhiz ijma aur tawatur hai, na kai rawayaat jo akhbar-i-ahad sai hum tak muntaqil hue hain. Hadees ki qatiyat quran aur sunnat sai qaim hoti hai na kai Quran aur sunnat ki qatiyat hadees sai, kyunkai hadees hamain akhbar-i-ahad sai muntaqil hoo rahi hain aur Quran aur Sunnat ummat kai naslon kai ijma aur tawatur sai.

    Yai zara ghor talab masla hai aur thori ilmi majlison ka mohtaaj bh. Baraye meharbaani neechay waali videos ko araam sai sunain aur mazeed koe sawaal ho un sai mutalliq toh zaroor poochain. Jab tak aap deen kai maakhiz nhi samajh sakaain gai, tab tak aisi hi kasmakash main mubtala rahain gai:

    https://youtu.be/uUQext0vrfA

  • Umer

    Moderator October 3, 2020 at 2:56 pm
  • Mohammad Hasan

    Member October 3, 2020 at 6:09 pm

    Wo to bhai hm sun loge achese

    Magar bhai ye batadijye ki na krne ki daleel kya h

    • Umer

      Moderator October 3, 2020 at 6:41 pm

      Uska ijma aur tawatur kai zariyai na muntaqil hona daleel hai

    • Mohammad Hasan

      Member October 3, 2020 at 7:25 pm

      Na muntaqil hona ki muntaqil hona

      Lekin phir sahih hadees ko khthi h wo bhibto sahih h jb sahih hadees agyi to usko manna chahiye k nhi

  • Mohammad Hasan

    Member October 4, 2020 at 3:26 am

    Aur ek aur sawal jo ap kh rahe h ijma se h rafulyadein na krne ki daleel magar sb log rafulyadein krte h Arab me bhi aur hr jagah bs kuch log h jo nhi krte to ijma se to rafulyadein krne ki daleel milti na krne ki nhi aur jb sahih hadees agyi ijma se bhi thi h ki rafulyadein krna to phir ap hi batayie

    • Umer

      Moderator October 4, 2020 at 11:59 am

      kis hadees main aaya hai kai rafaydain ka hukam diya gaya hai?

      baraye meharbaani mujhay bh aagah karain? kisi hadeess main bh hukam nhi hai, kuch logon ka bayan hai kai unhon nai Nabi (Sws) ko kartay daikha, bas itni baat hai. Agar yai deen ka hissa hota toh baqaida hukam ki soorat main hota aur tamam musalmano kai amal main dhal kar tawatur ka hissa ban chuka hota. Jabkai aisa kuch bh nhi hai.

      aur sab loog rafaidain nhi kartay, sirf shafii aur hanabala kartay hain. Aaj kal salafi keh saktay hain aap.

      Unkai rafaydain karnay ki bunyaad ijma nhi hai balkay hadees hi hai, kyunkai unkai mutabiq hadees bh deen ka mustaqil maakhiz hai.

    • Mohammad Hasan

      Member October 4, 2020 at 1:07 pm

      Lekin jinhone dekha h namaz padhte hua to unhone sahih dekhna jaisa h namaz k tariqa h to jb unhone dekha ki ye namaz aese hi padhi jati h to unhone dekha to bataya aur jaise dekha unhone bataya to iska matlb namaz k tariqa hi wahih h jaisa unhone dekha

      Aur ek hadees bhi h ki rasoolallah saw ne farmaya ki namaz waise hi padhi jaise tum mujhe dekhto to ab batayie ap kya khte h

    • Umer

      Moderator October 4, 2020 at 1:45 pm

      Jab tak aap ijma, tawatur aur akhbar-i-ahad ka farq nhi samjh laitay, tab tak hamara nukta-e-nazar samjhna thora mushkil hai. Baraye meharbaani, thora waqt sarf karain aur upar di gae videos mulaihiza farmayne,

    • Mohammad Hasan

      Member October 4, 2020 at 8:43 pm

      Lekin ap ye batayie rasoollah SAW ne farmaya h ki namaz waise padho jaise tm mijhe padhte huye dekhte ho to phir hi batayi e ki hadees me jo bayan hoya h waise dekha to bayan hogya h to ap hi batayie ki wo hadees kya authentic nhi h

    • Mohammad Hasan

      Member October 7, 2020 at 5:05 am

      Isko batayie bhai jo upar h iske 👆

    • Mohammad Hasan

      Member October 8, 2020 at 6:31 pm

      Jawab de bhai

    • Umer

      Moderator October 8, 2020 at 6:32 pm

      videos daikh lii?

    • Mohammad Hasan

      Member October 8, 2020 at 6:34 pm

      Iska jawab dijye ki

      Rasoollah SAW ne ye farmaya h ki namaz waise padhe jaise tum mujhe dekhte ho to ap batayie wahih hadees me bayan hoya h

    • Umer

      Moderator October 8, 2020 at 6:36 pm

      videos daikhain pehlay.

  • Mohammad Hasan

    Member October 8, 2020 at 6:36 pm

    Lekin ap ye batayie rasoollah SAW ne farmaya h ki namaz waise padho jaise tm mijhe padhte huye dekhte ho to phir hi batayi e ki hadees me jo bayan hoya h waise dekha to bayan hogya h to ap hi batayie ki wo hadees kya authentic nhi h

    • Umer

      Moderator October 8, 2020 at 6:37 pm

      videos daikhain

  • Mohammad Hasan

    Member October 8, 2020 at 6:38 pm

    Acha aur jo hmne sawal puche unka jawab de dijye abhi tk nhi mila dikhiiye hmne post kiya h

    • Umer

      Moderator October 8, 2020 at 6:39 pm

      videos daikhain, uskai baad mazeed lectures bh rakhay huay hain mainay aap kai liya

The discussion "Rafayadein In Namaz" is closed to new replies.

Start of Discussion
0 of 0 replies June 2018
Now