-
Wasiyat For Relatives
Wursa k haq main Wasiyat kaise?
Mera sawal hai k Javed Ahmed Ghamidi Sahab ne apne ek lecture main farmaya k “Wursa k haq main “Rishtedari” ki bunyad pe wasiyat nhi ho skti” lakin Zarort Manfat or Halaat ki bunyad pe ho skti hai.
Lakin maine wo hadees parhi tu usme rishtedari yan zarort or manfat k ilfaaz nhi hain. Balke aise hai k wursa k haq main Wasiyat jaaiz nahi hai
Kiya iss hadees ka koi or b variant hai??
Please rehnumai farmae shukriya.
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1617 days, 7,465 registered users have posted 58,844 messages under 16,403 unique topics on Ask Ghamidi.
The discussion "Wasiyat For Relatives" is closed to new replies.