Forums › Forums › Islamic Sharia › Namaz – Qayam
-
Namaz – Qayam
Posted by Mohammad Hasan on October 6, 2020 at 6:19 pmNamaz me hath kha bandhna chahiye seene me matlb chest me ki naaf k niche iska sahih batadijye kya krna chahiye
Umer replied 4 years, 2 months ago 3 Members · 9 Replies -
9 Replies
-
Namaz – Qayam
-
Faisal Haroon
Moderator October 6, 2020 at 6:48 pm -
Mohammad Hasan
Member October 6, 2020 at 7:31 pmسنن ابوداؤد
کتاب: نماز کا بیان
باب: نماز میں داہنا ہاتھ بائیں ہاتھ پر رکھنے کا بیان
ترجمہ:
طاؤس کہتے ہیں کہ رسول اللہ ﷺ اپنا دائیاں ہاتھ اپنے بائیں ہاتھ پر رکھتے، پھر ان کو اپنے سینے پر باندھ لیتے، اور آپ نماز میں ہوتے۔
تخریج دارالدعوہ : تفرد بہ أبو داود، (تحفة الأشراف : ١٨٨٢٩) (صحیح) (دو صحابہ وائل اور ہلب (رض) کی صحیح مرفوع روایات سے تقویت پاکر یہ مرسل حدیث بھی صحیح ہے )
Bhai ye hadees dikhiiye isme seene k riwayat h aur ap logo ko nhi mili
سنن ابوداؤد
کتاب: نماز کا بیان
باب: نماز میں داہنا ہاتھ بائیں ہاتھ پر رکھنے کا بیان
ترجمہ:
ابوجحیفہ کہتے ہیں کہ علی (رض) کا کہنا ہے کہ نماز میں ہتھیلی کو ہتھیلی پر رکھ کر ناف کے نیچے رکھنا سنت ہے۔
تخریج دارالدعوہ : تفرد بہ أبو داود، (تحفة الأشراف : ١٠٣١٤) ، وقد أخرجہ : مسند احمد (١/١١٠) (ضعیف) (اس کے راوی عبدالرحمن بن اسحاق واسطی متروک ہیں )
Bhai ye hadees me naaf k niche zaeef h to ap hi batayie kya kre ap to yhi kh dete h ki apki marzi to kya ye hadees aese hi h
Upar wali sahih niche wali zaeef h
-
Faisal Haroon
Moderator October 6, 2020 at 8:11 pmAisi ahadees bhi hein jin mein iss se mukhtalif baat bayan hui hai. Aapko pehle bataya hai ke hadees ko yun nahi dekha jata. Baharhal, agar aap ka isi baat pe itminan ho to aisa hi kijiye. Agar hadees ka ilm samjhna chahtay hein tow aap ke sath jo articles aur videos pehlay share kee hein un se seekhiye. Hadees mein kisi baat ke bayan ho janay se wo baharal koi sunnat nahi ban jati.
-
Mohammad Hasan
Member October 6, 2020 at 11:32 pmJo ap kh rhe h ki kuch hadees h jo inse mukhtalif to please hmko wo kitab aur uska hadees k number batadijye taaki hmse koi puche to hm bara sake please bhai bhejdijye
-
Faisal Haroon
Moderator October 7, 2020 at 1:42 amPlease search on Google or hadith books in the chapter of salat.
-
Mohammad Hasan
Member October 7, 2020 at 3:50 amAur isme hmko Jo riwayat mili h wo to zaeef h apko bheja bhi h hmne to ap hii batadijye ki kaunsi kitab me h please Bhai
-
Mohammad Hasan
Member October 8, 2020 at 6:30 pmJawab de bhai
-
-
Umer
Moderator October 8, 2020 at 6:41 pmaap seenay par hi rakhain kyunkai apko ijma aur tawatur aur akhbar-i-ahad ka farq samjhnay main koe dilchaspi nhi
-
Mohammad Hasan
Member October 7, 2020 at 3:49 amIska jawab de jo upar pucha h 👆
Sponsor Ask Ghamidi
The discussion "Namaz – Qayam" is closed to new replies.