Forums › Forums › General Discussions › Masah
-
Masah
Posted by Mohammad Hasan on October 10, 2020 at 7:56 pmGhardan me masah ki kya daleel h
Faisal Haroon replied 4 years, 2 months ago 4 Members · 10 Replies -
10 Replies
-
Mohammad Hasan
Member October 11, 2020 at 6:14 pmIska jawab dijye 👆
-
Umer
Moderator October 11, 2020 at 7:19 pmIski daleel un sai poochain jo isko wuzu ka baqaida hissa samajhtay hain.
-
Mohammad Hussain
Member October 11, 2020 at 7:21 pmGhamidi sahab samjhte h unki hi video me hmne sunna isliye hmne pucha
-
Umer
Moderator October 11, 2020 at 7:22 pmKahan suna?
Mujhay bh Sunayne
-
Mohammad Hasan
Member October 11, 2020 at 7:23 pmOk bhejte h
-
Mohammad Hasan
Member October 11, 2020 at 7:28 pm25 se 26 tk k beech suniye
-
-
Umer
Moderator October 11, 2020 at 7:37 pmwuzu ka zaroori hissa nhi hai, laikin ahtemaam kai saath wuzu main peechay gardan tak bh haath chala jaye ya uska bh masah hojaye takay pooray ahtemaam sai sar ka masah hojaye to koe harj nhi, laikin yai wuzu ka zaroori hissa nhi hai. garddan ka masah, qulli karna waghaira wuzu pai ahtemaam ki dalalat kartay hain, na kai unkai farz honay ki.
-
Mohammad Hasan
Member October 11, 2020 at 7:38 pmTo ye jo gardan k masah wo sarke masah k sath jaise piche le jate h waise hoga ki alag se hoga
-
Umer
Moderator October 11, 2020 at 7:41 pmpeechay lai jayen haath kaafi hai
-
Faisal Haroon
Moderator October 11, 2020 at 8:11 pmPehlay kaunsa hath pohonchna chahiye – dayan ya bayan?
-
Sponsor Ask Ghamidi