Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Shaitan Ki Chale

  • Shaitan Ki Chale

    Posted by Fatima on November 16, 2020 at 1:24 am

    hame ye janna tha ke shaitan kis tarha varghalata hai,kya vo hame sach jhoth mila ke dekhata hai ya jhoot ko sach deekhata hai ya sach baat ko itna golmol karta hai ki samajh se bahar ho jai or use na pehchan paye,lakin alhamdulillah hame jawab mil gaya brother shoaib ki conversation se(sabit ho gaya khuda jhot nahi bolta)kyunki khuda ko lalach or dar nahi hai,matlab duniya me har ek ko fear ya phir greed hai to sab hi jhote hai,matlab kisi ki baat ka koi aitbaar nahi to insaniyat kahagaye,lafzo ko tod marod ke pesh nahi karna chaheye jab aasman neela dikh raha hai to laal kehna fasle statement ho ya wrong ya incorrect sab ek hi group ke words hai,jabki ghamidi sahab ka view isse kahe zayaada strong hai or kitne sadgi se baat bayan ki ke khuda jhot is liye nahi bolta ki ye uske shayaan-e shaan nahi jis tarha se ham apne bare me or aapne walidein ke baare me ye sunna pasand nahi karte ke vo jhoote hai,fear or greed insano par apply hota hai vo bhi sab par nahi,khuda ham jaisa nahi ,vo kaisa hai koi nahi janta phir bhi uski khudrat ham deekhty hai or bin deekhe imaan laana he qubul hai,kyunki deekhne ke baad maoqa nahi hoga.aise sawaal kare jisse hidayat mile.

    Fatima replied 4 years, 1 month ago 1 Member · 1 Reply
  • 1 Reply

You must be logged in to reply.
Login | Register