Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Epistemology And Philosophy Is Allah Unjust?

Tagged: 

  • Is Allah Unjust?

    Posted by Farooque Ahmed on November 16, 2020 at 9:01 am

    Mera ek bht ahem sawal h jo mujhe bht preshan krta h…. Allah sb se yaksaa mhbbt ka krta h…. To phr ek gareeb admi saari zindagi tangi me preshanio me guzaare or wo itna strong na ho k un sb musibaton ko jhelne k baad bhi sabr rakhe ya phr allah pr bharosa rakhe…. To uski to duniya bhi kharab thi or ab akhrat bhi kharab….. Or doosri jaga ek rich man ameer admi jise is duniya me allah ne sb kuch diya h to us ke lye to shkr krna koi badi baat nai h…. Ab us admi se sirf shkr ki requirement h…. To uske lye to ye dunya bhi jannat or akhrat me bhi uske liye jannat….. Ek kamzor shaks ko azmaish me or musibaton me daal kr use kaha jata h k shkr kro sabr kro warna akhrat me tmhare lye jahnam h….. Why is there so much unjustice?

    I need best and logical answer….. Plz help me to get the answer

    Shah Meer replied 4 years, 1 month ago 3 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Is Allah Unjust?

  • Faisal Haroon

    Moderator November 16, 2020 at 9:11 am

    Please see the following for a very detailed response:

    Discussion 22229

  • Shah Meer

    Member November 16, 2020 at 9:36 am

    Apko kisne kaha k ameeron ka shukr krna asan hota hai??? har kisi ko apni apni alag alag museebton ka samna hai balkay aik gareeb k liye ye asan hai k wo mehnet kre ga toh ameer bn skta atleast 1% unmed hi ho chahay.. kuch logon ki asi khawahishat hoti jo iss duniya main poori ho hi nai skti gareebi toh bouht kam chez hai ..Or yahin Insan Is duniya ko bhula kr Akhirat ki perfect zindagi ki tamanna krta hai …Or Sabar krna thora asan hojata hai..maaf kijiye ga mene apna experience share kia

You must be logged in to reply.
Login | Register