-
Deceiving The Employer
I am posting the following on behalf of an Ask Ghamidi member.
Agar ek admi disabled ho kisi waja aur wo apna ilaj nahi karwa sakta aur wo kuch kar be nahi sakta. To kya iss soorat mai wo kisi Sarkari job k liye apply kar sakta hai aur 2 saal se kam degree hai us ke pass. agar job lag gayi to kya wo kisi doosray admi ko apni jaga par kam ke liye kai de aur salary 50 50 kar dey jab tak wo apna ilaj karwadey kya yeh Islami taur par dursut hai Yeh haram to nahi hai
agar halal hai to Agar baad mai wo functionial hau to kya us admi ko jitna us ney uski jaga par job kiya utney mahiney pir utnay pesay denay chiayeh jitni ke full salary hai.
Agar wo disabled phir teek na hua to kya yeh haram ke paisay tey aur usey job chor deni chaiye.
Mukhtasir taur par kya ek disabled admi ke pass 2 saal kam ki degree hai aur job k liye 2 saal zyada ki degree chaiye magar wo kaam wo asani se kar sakta hai aur disablity ki waja se wo shuru mai apni jaga kisi doosray ko kaam par rak ley ya chuti le lay jab tak wo functional ho to in sab ki wazait karey kya yeh haram nahi hai aur islami tor par bilkul durust hai aur agar wo bahut wakton tak teek na hosaka to kya phir be yeh haram nahi hai.
Sponsor Ask Ghamidi