-
Al-bayan In Roman Urdu
Assalamu walikum,
Ghamidi sahab ki Al-bayan kya urdu roman mai hai, ya hindi mai?
Aur agr nhi to kya iska intazaam ho skta h, kyuki yha India mai normal logo ko Urdu bolni to aati h mgr padhni utni achi nhi aati.
Jazakallahu khaira
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 2052 days, 9,542 registered users have posted 68,274 messages under 20,071 unique topics on Ask Ghamidi.