-
Fizuliyat Kya Hai
zaroriyat or fizuliyat ko kaise difine karna chaheye,quraan me hai ke fizul kharchi karne wala shaitan ka sathi hai to ise kistarha samjhe or kaise bache,kya har shakhs ke liye iska mear alag hoga ya sab ke liye ek hai,kyunki hosakta hai jo mere liye fizul ho vo dusro ke liye zaruri ho.aj ke daur me zarori cheeze or fizul cheeze kya honi chaheye
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1837 days, 8,750 registered users have posted 64,029 messages under 18,504 unique topics on Ask Ghamidi.