Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islam And State Salah And Responsibility Of The State

Tagged: , ,

  • Salah And Responsibility Of The State

    Posted by Saira Qureshi on May 2, 2021 at 9:41 am

    زکوۂ کو وصول کرنے میں حکومت سختی کر سکتی ہے۔ بات سمجھ آتی ہے ۔ لیکن اگر کوئی نماز نہیں پڑھتا تو اس معاملہ میں حکومت کیا کرے گی کیسے سختی کرے گی ؟؟؟

    Umer replied 3 years ago 9 Members · 19 Replies
  • 19 Replies
  • Salah And Responsibility Of The State

    Umer updated 3 years ago 9 Members · 19 Replies
  • Arsalan Riaz

    Member May 2, 2021 at 10:04 am

    مجھے بھی غامدی صاحب کی اس بات سے اختلاف ہے۔ نماز ایک فرد اور اللہ کا ذاتی معاملہ ہے۔ حکومت کیسے اس کو جبراً نافذ کر سکتی ہے۔ کیا حکومت ہر گھر میں جا کر دیکھے گی کہ کون مسجد جا رہا ہے ؟ یا پھر ہر مسجد میں حاضری لگوائی جائے گی جیسے سکولوں میں لگتی ہے۔

    • Khalid Tarar

      Member May 2, 2021 at 6:46 pm

      I don’t recall seeing any video from Ghamidi sahib where he said that government can enforce on individuals to pray namaz. Can anyone provide reference where he said it?

  • Zuhair

    Member May 2, 2021 at 10:37 am

    Please us video ka hawala den jahan Ghamidi sb ne yeh sab kaha hai

  • Fatima

    Member May 2, 2021 at 11:29 am
  • Fatima

    Member May 2, 2021 at 11:35 am

    video thoda lengthy hai jisme ustad ghamidi sahab ne khud kaha hai ke namaz jabran nahi padha sakty,baqi deekhne se or bhi kafi cheeze clear hongi

    • Hassaan Adil

      Member May 2, 2021 at 12:06 pm

      jabran padha sakta han ya nahi padha sakta?

  • Fatima

    Member May 2, 2021 at 12:37 pm

    nahi

  • Fatima

    Member May 2, 2021 at 12:51 pm

    meri nazar me islam me vo ibadat jo sirf apni zaat se ho jisme maashiry ka taalluq na ho vo jabran nahi karva sakty sirf targheeb dila sakty hai,jab insan islam samjhega apne rab se mohabbat karega khud hi islam ki cheezo ko follow karne lagega.

  • Zuhair

    Member May 2, 2021 at 2:13 pm

    Mene takreeban poori video dekhi hai aur jo samjh Aya hai ke Ghamidi sb ne kaha hai ke namaz yaa roza rakhna aap kisi par farz Nahi karskate aur ispe saza dena hakoomat ko koi haq Nahi deta jo bilkul Shai baat hai. Ghamidi sb ne kahi jagah apni videos mai yeh bhi kaha hai ke namaz, roza wagaira yeh sab insaan Allah se muhabbat aur taaluq ke lihaaz se in par amal karta hai jise Allah aur insaan ka taaluq mazboot hota hai. Iski ek Bahut khubsurat misaal yeh di thi ke jistarah hum apni waalida ke kisi hukm ko muhabbat aur izat mai nahi taal sakte tou Allah ke hukm par bhi usi tarah amal Karte hain. Yeh taaluq sirf ek fard ka uske khuda se hai mere roza rakhne par yaa namaz parhne par hakoomat koi dakhal andaazi Nahi karsakti. Maazrat ke saath yeh kahoon ga ke Dr Israr ki Bahut baaten mujhe Sahi Nahi lagi aur Ghamidi sb ne Bahut tafseel aur asaan lafzon mai is maamle par roshni daal di hai.

  • Zuhair

    Member May 2, 2021 at 2:22 pm

    Dr Israr sb ki aur baat pe roshni daloon tou unho ne kaha ke musalman daarhi rakh Kar apne muslim hone ka saboot de sakte hain duniya ke saamne jo bilkul gair mutaliqa baat hai. Allama Iqbal ne bhi apne falsfon ke zariye musalmaano ki isi kharab soch ko badla tha ke islami hulia apnane se tumhare mazhab ka saboot Nahi mile ga aur maghribi mumaalik ka tehzeeb apnane ka yeh hargiz matlab nahi hai ke hum musalmaan Nahi rehte balke hume quran ki taaleem o tarbeat aur apne ache kirdaar aur amaal ke zariye apna muslim hone ka saboot dena hai naa ke huliye ke zariye

    • Fatima

      Member May 3, 2021 at 1:27 am

      ji aapne sahi samjha

  • Umer

    Moderator May 2, 2021 at 2:33 pm

    Please listen to Ghamidi Sahab’s response here:

    Discussion 25671 • Reply 25768

  • Saira Qureshi

    Member May 3, 2021 at 6:24 am

    I still am confused. It is not clear. Ghamidi sb says government can ‘force/ interfere’ for people to pray in an Islamic state . BUT how ??

    • Faisal Haroon

      Moderator May 3, 2021 at 8:20 am

      ‘How’ is purely an administrative matter of the state. Possible ways can be reprimanding them through fines, community service, etc.

  • Saira Qureshi

    Member May 3, 2021 at 1:41 pm

    Thankyou Faisal Haroon for your reply. Can u please answer me further that from which part of Quran we take and understand this particular concept ?

    • Umer

      Moderator May 14, 2021 at 1:03 pm

      The relevant verses are Quran (9:5) and Quran (9:11)

  • Saira Qureshi

    Member May 4, 2021 at 7:54 am

    I am waiting for your answer

    • Haris Virk

      Moderator May 4, 2021 at 9:15 am

      [These believers are those who], if We grant them authority in this land, will establish regular prayers and pay Zakah and enjoin what is virtuous and forbid what is evil. (22:41)

  • Umer

    Moderator December 22, 2021 at 2:58 pm

    For recent comments of Ghamidi Sahab, please refer to the following response:

    Discussion 25671 • Reply 61784

You must be logged in to reply.
Login | Register