-
When To Give Charity
Dena, kahirat karna, sadqa dena, ye sb afzal hy. Laken mera sawal ye hy pehle apni zaroorat ka alag karna chahye uske baad jo remaining hy us se khairat karen? Jinka rizq e limited ho wo kese den. Kyunk baar baar ye kaha jata hy k sadqa karo rizq barhega. Laken apni zarooriyat hi itni poori hoti hen phr kese karen. Kia apni zarooriyat nikalne se b pehle sadqa dena chahye?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1743 days, 7,974 registered users have posted 62,103 messages under 17,710 unique topics on Ask Ghamidi.