-
Qasam Ka Kaffara
Assalam walikum
Agr koi kaam na krne ki humne Allah ki qasam khaai ho aur vo fir bhi kr le to isse qasam toot gyi. Aur agr hum thodi hui qasam ka kaffara bhi ada kr diya. To kya vo kaam fir se krne pr dubara kaffara ada krna hoga ya fir bs ek baar kaffara hi hoga?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1997 days, 9,265 registered users have posted 66,959 messages under 19,600 unique topics on Ask Ghamidi.