Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Qurbani Ka Ghost Bechna Khareedna

Tagged: ,

  • Qurbani Ka Ghost Bechna Khareedna

    Posted by Athar Mehboob on July 13, 2021 at 12:45 pm

    Agar kisi shakhs ki hesiyat na ho qurbani karne ki aur uska dil ho k thoda bahut ghost usey mil jaye to kya qurbani ka ghost khareed sakte hain.? Aur jis sakhs ne qurbani Kari hai kya woh de sakta hai thoda bahut qurbani ka ghost paiso me?

    Ahsan replied 4 years ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Qurbani Ka Ghost Bechna Khareedna

    Ahsan updated 4 years ago 2 Members · 1 Reply
  • Ahsan

    Moderator July 13, 2021 at 1:26 pm

    Qurbani kay gosht ka bechna qurabni ki rooh kay khilaf hai. Jo shaks qurbani keray usay chahye ky Allah ki khushnudi ky liye dosron main beghair qeemat bantain.
    Sahih bukhari ki hadees 1717 (https://sunnah.com/bukhari:1717) hmain yehai btati hai ky gosht wagera taqseem kiya jae main diye jayen.

You must be logged in to reply.
Login | Register