Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Muafi In Case Of Haqooq Ul Ibad

Tagged: 

  • Muafi In Case Of Haqooq Ul Ibad

    Posted by Muzammil Chandio on October 22, 2021 at 1:35 pm

    Toba ka matlab jo main samjha hun wo ye hai ke main apny krda kam se ruk jaoon aur jo nuksan mere waja se hua hai us nuksan ka kafara ada karoon aur dobara wo kam na karoon.

    Agar past main,main ne kuch bury kam kie hon ya logon se burae ki ho ya un ke nuksan kie hon aur abhi mujhy yaad nahy ke main ne kis kis ke saath burae ki ya nuksan kia aur ki nuksan kia aur main ne zuban se toba kar li hai aur aenda future main koshish karta hun ke kisi ko mere zaat se nuksan na ho to jo pst main main kar chuka hun us ka azala kese ho sakta hai?

    Umer replied 3 years, 3 months ago 3 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Muafi In Case Of Haqooq Ul Ibad

    Umer updated 3 years, 3 months ago 3 Members · 2 Replies
  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar October 22, 2021 at 8:12 pm

    اگر آپ کو یاد ہے کہ کس کس سے کیا کیا برایی کی تھی تو اس سے معافی مانگنی چاہیے اور مالی نقصان کیا ہے تو اس کی تلافی کرنی ہے۔ اور اگر یاد نہیں تو ان لوگوں کے حق میں دعا کیجیے ان کے نام پر صدقہ کیجیے تاکہ آخرت میں وہ یہ تلافی آپ کی طرف سے پائیں تو وہاں آپ کو معاف کر دیں۔

  • Umer

    Moderator October 23, 2021 at 9:48 am

    Please also watch:

    https://youtu.be/mpnSjLnE2WY

You must be logged in to reply.
Login | Register