-
Restrictions On Women
Assalamualaikum, Qur’an mein agar Allah ne ghar ko aurat ka idara banaya hai toh aurat ko ghar ke bahar kam karne ki kya zaroorat hai, use fir engineering, pilot, in sab field me jane se mana karna chahiye? Agar kisi aurat ko research ya higher studies vagera karne ki khwahish ho toh kya shohar ko haq hai ki uski ijazat na de? Kya Islam ne shadi shuda ghar me bachhe paida karna lazmi karar diya hai ya bacche paida karna ya na karna miya aur Biwi ka personal decision hai? Kya ghar ke kam karna ek aurat ke liye lazmi hai khas Karki jab woh naukri kar rahi ho?
Sponsor Ask Ghamidi