Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Response 23 Question Part 72

  • Response 23 Question Part 72

    Posted by Saiyed juned Alimiya on December 25, 2021 at 7:28 am

    IInsaan ko agar jungle me chod diya jaye to bhi woh tohid & good or bed kaamo ke liye jawabdehi he, kyoki uske andar ye baate vasiyat Allah ne kardi he, me as agar insaan first time sirk karta he to ye hidayat use rokti he?? Aur is liye Allah use accountable samje ga?? Ki ae mere bande tere andar jo tohid ki baat vasiyat ki thi uske ba wijud tune sirk kiya?

    Umer replied 3 years ago 2 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Response 23 Question Part 72

    Umer updated 3 years ago 2 Members · 2 Replies
  • Saiyed juned Alimiya

    Member December 30, 2021 at 11:32 pm

    FFaristo ke bahalf me Allah ke rasul & sahaba ne ikdaam kiya mens saja di junge badar ohad etc, question ye he ki phir sahaba sahid kyo huwe? Allah ke azab dene wale faristo ki death nahi hoti, ye difference ki wajah kya he, means sari hujjat ki process me sahaba ki natural death honi chahiye musriko ke haatho se ek bhi sahid hona nahi chahiye?? Kyo ki hujjat ki is ikdaam me faristo ko kuch bhi nahi huwa, isko kese samje

    • Umer

      Moderator December 31, 2021 at 8:25 am

      Sahaba ka imtehan bh maqsood thaa yahi wajah hai kai unkai liya azmaish ka alag qanoon bayan kiya gaya hai Quran main.

You must be logged in to reply.
Login | Register