-
Namaz Ka Tareeqa
Assalam o Alaikum!
jese ke Ghamidi Sahab ne bayan kiya ke namaz ke ye Amal or Azkar hein so mere dimag mein ye sawal peda hua ke Ghamidi sahab ne ye istadlal kse kia kio ke ummat ke mukhtalif hisso mein kuch mamooli frk ke sath namaz ki adaigi huti he ab un mamoli frq mein Common factor ko namaz ka Ein Hissa muqarrar karna jese ke pehla Rafaya dain or pir baki Hisso ko izafi hissa qarar dena jese rukoh or Sujood ke rafaya dain or jese ke ghamidi sahab ne farmaya do zano bethne se sunnat pori hi jati he dua parna izafi he to pehli rakat me do zano beth kr utna yani jalsa istrahat krna sahee nahi he?
Sponsor Ask Ghamidi