-
Quran 38:44
Is ayat main ustad ghamidi ney tarjuma Kiya hai ky Hazrat Ayub A.S NY khud ko mara.. اور فرمایا کہ اپنے ہاتھ میں سینکوں کا ایک مٹھا لو اور اُس سے اپنے آپ کو مارو Lekin aur tarjumo Mai hai ky unhe my apni zoja ko mara aur abhi tak Maine yahi suna hai apnay Ami Abu se… Surat ko parhiye tu yeh tarjuma thek lagta hai Jo ghamidi sir ney Kiya hai ky pehle Hazrat Daud A.S ka waqiya phir Hazrat Salman A.S ka waqiya aur phir Hazrat Ayub A.S ka waqiya.. Mera sawal yeh hai ky baraye mehrabani xara word to word tarjuma karay ky mujhe xara samajh a sakay.. ky Konsa tarjuma sahi hai??.. aur Baki ulma ney dosra tarjuma kyun Kiya hai…
Sponsor Ask Ghamidi