Forums › Forums › Islamic Sharia › Zakat Nisab Based On Gold Or Silver?
-
Zakat Nisab Based On Gold Or Silver?
Posted by Saiyed juned Alimiya on March 25, 2022 at 3:58 am7.5 tola gold & 52.5 tola silver wali rivayat ko kese samje means jis tarah janwaroka nisaab jese ke 30 goat par 1 goat, camel ka usi tarah cow ka he, kya usi tarah golad & silver ko bhi alag jins man kar uski zakaat deni chahiye, mean 7.5 tola gold & 52.5 tola silver khazane ke tor par hamare paas mojud ho to uspar 2.5% zakaat deni chahiye aesa samje
Umer replied 2 years ago 4 Members · 23 Replies -
23 Replies
-
Dr. Irfan Shahzad
Scholar March 25, 2022 at 6:28 amآپ کافی درست سمجھے۔ یہ درحقیقت 52۔5 تولے یا 642 گرام چاندی ہے جو نصاب رسول اللہ ﷺ نے مقرر کیا تھا۔ اتنی قیمت کا سونا ہوگا تو اس پر بھی زکوۃ ادا ہوگی۔ جو ظاہر ہے کہ ساڑھے سات تولہ سے کم ہوگا۔
یہ وہ سونا ہے جو ذاتی استعمال کا نہیں بلکہ مال کے طور پر رکھا ہوا ہے۔ اس پر اڑھائی فیصد کے حساب سے زکوۃ عائد ہوگی۔
-
Saiyed juned Alimiya
Member March 25, 2022 at 6:55 amMMean Allah ke rasul ( saw) ke time par 7.5 tola gold & 52.5 tola silver ye dono ki values equal hogi yu samje ?
-
Umer
Moderator March 25, 2022 at 7:00 pmJi aisa hi hai, nabi (SwS) kai time pai inki qeemat brabar thii, laikin asal nisab silver ka hai.
-
-
Saiyed juned Alimiya
Member March 25, 2022 at 9:49 pmMMean silve & gold ko goat, cow camel ki tarah alag jins ki tarah nahi samaj sakte??
-
Umer
Moderator March 27, 2022 at 2:54 amSilver par Nabi (sws) nai khud nisab muqarrar kar diya thaa, ussay toh nhi badla jaa sakta, laikin Gold aur doosri currency kai liya ya toh conversion ka tareeqa ikhtiyar kiya jaa sakta hai yai phir nisab ki ‘illat‘ ko daikh kar koe doosra Nisab bh muqarrar kiya jaa sakta hai islami hakumat ki taraf sai..
-
-
Saiyed juned Alimiya
Member March 26, 2022 at 5:06 amDDusara question ye ki 5 ok it’s chandi ka hisab tha & wo us time ki currency thi to aaj bhi 52.5 tola silver jitne ruppes par hi zakat deni chahiye? Phir currency ke mamle me ye usul kyo ki jo bhi mulk me income tex ki limit ho wo caah currency ka hisab hoga
-
Umer
Moderator March 27, 2022 at 3:22 amSilver par Nabi (sws) nai khud nisab muqarrar kar diya thaa, ussay toh nhi badla jaa sakta, laikin Gold aur doosri currency kai liya ya toh conversion ka tareeqa ikhtiyar kiya jaa sakta hai yai phir nisab ki ‘illat‘ ko daikh kar koe doosra Nisab bh muqarrar kiya jaa sakta hai islami hakumat ki taraf sai.
Please refer to the video below from 32:23 to 36:46
-
-
Saiyed juned Alimiya
Member March 27, 2022 at 3:05 amDDusareka ans jo currency se concerns he??
-
Dr. Irfan Shahzad
Scholar March 28, 2022 at 5:56 ampedawaar per income tax limit ko nisab samjha ja skta hai, lekin saving per silver ka nisaab hi ab tak chal raha hay. isay bdalany ki koi waja nahi.
-
-
Saiyed juned Alimiya
Member March 27, 2022 at 4:20 amJJazakomullah again 100 times
-
Saiyed juned Alimiya
Member March 27, 2022 at 10:24 pmEEk production unit he, jiski monthly turn over 23 lack he, usme pedavaar mutabik 10% zakat ada karde, uske bad bhi capita bohot save hota he, is saving par 1 year guzar jaye to kya maal ki hesiyat se uspar2. 5℅ zalat deni padegi? Kya phir ek hi maal par 12.5% total zakat deni padegi??
-
Dr. Irfan Shahzad
Scholar March 28, 2022 at 5:55 amji. aesa hi hai. production per alag awr saving per alag chahay saving per pehly production ki zkaat dy di gai ho.
-
Umer
Moderator March 29, 2022 at 12:04 amAgar production unit main mehnat aur sarmaya dono istemal hoo rahay hain toh paidawar ki zakat ki shara 5% hojayegi.
-
-
Saiyed juned Alimiya
Member March 28, 2022 at 6:10 amJJazakomullah
-
Saiyed juned Alimiya
Member March 29, 2022 at 11:04 pmIncome tax ki limit 5 lack rs he uske baad hamare paas agar 1 lack rs he to hume income tax dena hota he, lekin ye tax sirf 1lack rs per hi dena hota he, 5 lack par koi tax dena nahi hota, lekin ab tak traditional way me to total 6 lack ki zakat dete rahe he, kya zakat bhi 1lack par deni chahiye? Ya 6lack par??
-
Umer
Moderator March 29, 2022 at 11:49 pmJi 1 lakh par bh dai saktay hain aur pooray 6 lakh par bh, is baray main koe qatae hukam mojud nhi hai, is main ijtihad ki gunjaish hai. Neechay Ghamidi Sahab kai responses sun lain mazeed tafseel kai liya:
-
-
Saiyed juned Alimiya
Member March 30, 2022 at 4:08 amSSalery par zakat ki jo baat he, aesi baat rasul( saw) ke time par thi, mean kai rivayato me aata he ke sahaba mehanat karne jate, to unko end of the day kuch uzarat mil jati, us time par Allah ke rasul ( saw) ne sahaba ki is uzarat ko pedavaaar me kyo count nahi kiya, jabke aaj ki uzarat ko hum pedavaar me count karte he, isko kese samje?
-
Dr. Irfan Shahzad
Scholar March 30, 2022 at 5:40 amRasul Allah kay dor mian ujrat ka mamala baqaida nahi hua tha. log kuch dair ki mazduri kartay or chalay jatay. is lie hukumat main is amdani ko consider krny ki zarorat mehsoos nahi ki gai hogi.
Is ki bunyad baharhaal qiyas per hai. agar salary or industrial production ko pedawaar maan liya jae to ye fasloon ki pedawaar sy mukhtalif nahi hai. is liey in per bhi pedawaar ki zakat lagni chahiey
-
Abdur Rahman
Member March 30, 2022 at 8:29 amاس کی کیا دلیل ہے کہ اصل نصاب چاندی کا ہے؟ یہ کیوں نہیں کہہ سکتے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے سونا اور چاندی دونوں کا الگ الگ نصاب مقرر کیا ہے؟
-
Dr. Irfan Shahzad
Scholar March 31, 2022 at 2:29 amیہ سنت سے طے شدہ ہے۔ صرف یہ نہیں کہ رسول اللہ ﷺ چاندی کو نصاب مقرر کیا، بلکہ دنیا میں چاندی ہی اصل معیار رہی ہے۔ سونا اسکے مقابل میں رہا ہے۔ اس پر یہ حدیث بھی دلالت کرتی ہے جس میں صرف چاندی کا ذکر ہے، سونے کا نہیں۔
لیس فیما دون خمسۃ أوسق من التمر صدقۃ، ولیس فیما دون خمس أواقي من الورق صدقۃ، ولیس فیما دون خمس ذود من الإبل صدقۃ.(الموطا، رقم ۶۸۳)
’’ ۵ وسق سے کم کھجور میں کوئی زکوٰۃنہیں ہے، ۵اوقیہ سے کم چاندی میں کوئی زکوٰۃ نہیں ہے اور ۵ سے کم اونٹوں میں کوئی زکوٰۃ نہیں ہے ۔‘‘
-
Abdur Rahman
Member March 31, 2022 at 4:21 amآپ یہ کیسے کہہ سکتے ہیں کہ یہ سنت سے طے شدہ ہے جبکہ امت کے علماء وفقہاء سونا اور چاندی دونوں کا الگ الگ نصاب بتاتے ہیں اور حدیثوں سے بھی یہی پتہ چلتا ہے۔
اور آپ نے یہ حدیث جو پیش کی ہے جس میں صرف چاندی کا ذکر ہے اس سے آپ کا استدلال درست معلوم نہیں ہوتا اس لیے کہ اس حدیث میں مویشیوں میں سے صرف اونٹ کا ذکر ہے تو کیا اس سے آپ یہ نتیجہ نکال سکتے ہیں کہ مویشیوں میں اصل نصاب اونٹ کا ہے؟
-
-
Saiyed juned Alimiya
Member March 30, 2022 at 10:38 pmJJazakomullah again 100 times,,
-
Umer
Moderator April 8, 2023 at 1:37 amFor comments of Ghamidi Sahab on Silver being Nisab for Zakat, please also refer to the video below from 24:15 to 27:31
Sponsor Ask Ghamidi
The discussion "Zakat Nisab Based On Gold Or Silver?" is closed to new replies.