Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Praying Taraweeh At Home Or In Mosque Behind Imam

Tagged: , ,

  • Praying Taraweeh At Home Or In Mosque Behind Imam

    Posted by ashif ahmed on April 10, 2022 at 8:41 am

    mujhe yeh toh ab alhamdulillah malum hei ki tarawih ek nafal ibadat hei mere sawal yeh he ki kya isko Ghar me akele padhna behtar hei ya masjid me kyki mene engineer Ali Mirza se ek hadith suni thi thik se yad nehi lekin kuch is tarah tha ki imam ke farz namaz ke bad sabse afzal Ghar me nafal namaz padhna kuch is tarah ka tha sayad aur dusri bat agar mein masid me jakar imam ke piche tarawih padhu lekin 20 rakat nehi kuch rakat e padhkar Ghar akein odd rakatein pura karlu ya wahi agar odd rakatein padh lu kya aisa kar sakta hu ya agar iman ke piche padhein toh pura imam ke piche he padhna chahiye

    Umer replied 2 years, 7 months ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Praying Taraweeh At Home Or In Mosque Behind Imam

    Umer updated 2 years, 7 months ago 2 Members · 1 Reply
  • Umer

    Moderator April 10, 2022 at 4:55 pm

    Ji app ghar main akilay bh parh saktay hain aur masjid main imam kai peechay bh, aur poori parhna zaroori nhi imam kai peechay.

    Laikin afzal waqt is namaz ka Tahajjud ka waqt hi hai.

    Mazeed tafseel kai liya is thread main di gae videos mulahiza farmayne:

    Discussion 65419

You must be logged in to reply.
Login | Register