Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums World Religions Adam And The Early Mesopotamian Creation Methodology

  • Adam And The Early Mesopotamian Creation Methodology

    Posted by ashif ahmed on April 15, 2022 at 5:17 am

    enki enlil mesopotamian god’s

    inki sortys me bhi human creation ko mitti se paida karne ki bad hei Jo ki Bible aur quran se bhi purana hei lekin waha 7 men aur women ki bat Hui hei

    thik usi tarah encient Egypt ki god geb aur nut me bhi yeh dekhne ko milta hei ki waha bhi asman aur zamin ko alag karne ki batein Hui hei aur isi wajeh se bohot log kehte hei ki quran copy ki gayi ..!

    Umer replied 2 years, 7 months ago 3 Members · 3 Replies
  • 3 Replies
  • Adam And The Early Mesopotamian Creation Methodology

    Umer updated 2 years, 7 months ago 3 Members · 3 Replies
  • Ahsan

    Moderator April 16, 2022 at 9:57 am

    Your question?

  • ashif ahmed

    Member April 16, 2022 at 11:41 am

    mera questions yeh hei ki kya yeh sach hei ki quran aur Bible se pehle creation ke bare me milta julta bat dusre dusre scriptures o me ho sakta hei

  • Umer

    Moderator April 16, 2022 at 4:31 pm

    Khuda ka tasawwur pehlay Insan Adam (SWS) sai raha hai, aur wahi bh tab sai hi shuru hogae thii. Is liya is main koe baeed nhi kai khuda ka tasawwur or Insan ki Takhleeq kai kuch madarij usi purani wahi ka hissa hon aur nasal dar nasal doori tehzeebon main apni kuch surat badal kar bayan hotay rahay hon. Is sai Quran ka copy hona sabit nhi hota. Quran toh khud kehta hai kai islam wohi mazhab hai jo Adam (AS) sai shuru hua thaa aur Quran iski akhri kitab hai.

You must be logged in to reply.
Login | Register