Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islam And Science Artificial Creation And Control On Weather And Climate

Tagged: ,

  • Artificial Creation And Control On Weather And Climate

    Posted by ashif ahmed on April 17, 2022 at 5:09 am

    meine bohot suna hei ki wether ko control karne ki koshish ho rahi hei aur suna hei kamyab bhi ho gaya hei bohot science aur china ka artificial sun and moon bhi bana liya hei aur Elon musko Mars per bhi jane ki plan kar rahe hei quran kya kehta hei is mamlo mein kya yeh ho sakta hei koi insan Mausam per kabu kar sakein Suraj aur chand bana lein aur earth ki bahar chala jaye jab ki quran me ek jaga aya hei ki jin aur insan earth border ko cross nehi kar sakte …?

    Umer replied 2 years, 7 months ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Artificial Creation And Control On Weather And Climate

    Umer updated 2 years, 7 months ago 2 Members · 1 Reply
  • Umer

    Moderator April 17, 2022 at 8:39 am

    Yahan toh global warming control nhi hoo rahi toh weather kaisay control kar saktay hain. Thori bhot kosishen hue hain mazi main aur abhi bh kai kisi tarah artificial rain ki jaa sakay laikin woh kosishen bh poori tarah kamyab nhi hoo saken.

    Quran main yai nhi hai kai insan earth kai border ko cross nhi kar sakta, Quran main hai kai Insan is Qainat ki hadood sai baher nhi jaa sakta khuda ki marzi kai baghair.

    یٰمَعۡشَرَ الۡجِنِّ وَ الۡاِنۡسِ اِنِ اسۡتَطَعۡتُمۡ اَنۡ تَنۡفُذُوۡا مِنۡ اَقۡطَارِ السَّمٰوٰتِ وَ الۡاَرۡضِ فَانۡفُذُوۡا ؕ لَا تَنۡفُذُوۡنَ اِلَّا بِسُلۡطٰنٍ ﴿ۚ۳۳﴾

    اے گروہ جن و انس، زمین اور آسمانوں کی سرحدوں سے نکل کر بھاگ سکتے ہو تو بھاگ دیکھو۔ نہیں بھاگ سکتے، اِس کے لیے پروانہ چاہیے۔

    (Quran 55:33)

    Yai videos mulahiza karain:

    Discussion 61847 • Reply 61911

    Discussion 43249 • Reply 43558

You must be logged in to reply.
Login | Register