Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Youth And Islam Doubts About Acceptance Of Tauba

  • Doubts About Acceptance Of Tauba

    Posted by ashif ahmed on April 22, 2022 at 4:43 pm

    bar bar gunah ho jana aur na mayus ho jana Aisa lagna ki allah mujper naraz hei ya me jahannami hu sayad allah nehi chahta kiein jannat jawo past ke gunah o ke wajeh se ab bhi ya phir allah kis wajeh se naraj hei aisa lagna jo dua karu kuch asar na hona sayad mujhe he Kami hona

    Umer replied 2 years, 8 months ago 3 Members · 5 Replies
  • 5 Replies
  • Doubts About Acceptance Of Tauba

    Umer updated 2 years, 8 months ago 3 Members · 5 Replies
  • Umer

    Moderator April 24, 2022 at 7:55 am

    Banday ko khalus-e-niyyat kai saath tauba aur astaghfar kartay rehna chaiyai aur agar apnay andar koe kami kotahi hai toh us ko dur karnay ki kosish karni chaiyai.

    Tafseel kai liya neechay waali videos mulahiza karain:

    Discussion 55972

  • Waleed Ahmad

    Member April 24, 2022 at 10:01 am

    Brother are you suffering from OCD? If you are suffering from OCD then my advice to you is not to take religious claims like eternal torture seriously.

  • ashif ahmed

    Member April 24, 2022 at 6:15 pm

    Waleed Ahmed yes brother I’m suffering from OCD . per aise karne se toh mera iman ka khatra bhi laga rahega bhai 🙂 agar seriously nehi lunga toh bhai gumrah bhi ho sakta hu ..? per apke kehne ka matalab mein sayad thik se samjha nehi ..?

  • ashif ahmed

    Member April 24, 2022 at 6:29 pm

    @UmerQureshi sab agar koi sarkashi se tauba kar le halat aur waqt ki wajeh se sarkashi se tauba karle toh tab woh bhi maf ho sakta hei sayad kya mein sahi hu …? aur gunah le kefiyat ke bad fauran tauba kya is kefiyat ka waqt lamba ho sakta hei jaise ki 4 ,5 saal bad kisiko maut ka khayal ayeh phir gaur karne par tauba kar le

    • Umer

      Moderator April 25, 2022 at 6:58 am

      Ji bilkul hoo sakta hai lamba waqt, yai tauba us waqt ki hai jab banday ko ehsas hojaye apni ghalti ka aur ehsas hotay saath hi woh tauba karay Allah sai (is main kuch waqt lag sakta hai). Bas shart yai hai kai ehsas hotay saath hi foran tauba karay banda.

You must be logged in to reply.
Login | Register