Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Takfeer Of A Hindu Person Who Claims To Be A Muslim

  • Takfeer Of A Hindu Person Who Claims To Be A Muslim

    Posted by Saqib Khan on May 5, 2022 at 2:26 am

    Jesa k Ghamdi sahib farmaty hen k agar aik shakhs apny ap ko musalman kehta hey to Kisi ko koi Haq nh k ham usey kafir ya ghair Muslim kahen mgar aik Hindu Hindu honey k bavajud agar apny ap ko musalman kehta hey to Kia hum usey kafir ya ghair Muslim nh kahen gy?? Jb k ham ye bhi janty hon k amli tour pe wo buton ki puja bhi kar Raha hai aur parasad bhi kha Raha hai aur bhagvad Geeta ki tilwat bhi kar Raha hai?? Rehnumai farmaen plz

    Saqib Khan replied 2 years, 8 months ago 3 Members · 6 Replies
  • 6 Replies
  • Takfeer Of A Hindu Person Who Claims To Be A Muslim

    Saqib Khan updated 2 years, 8 months ago 3 Members · 6 Replies
  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar May 5, 2022 at 5:56 am

    یہ ہماری کوئی ذمہ داری نہیں کہ کسی کے بارے میں فیصلہ دیں کہ وہ مسلمان ہے یا نہیں۔ ہم اس کے طرز عمل کو غلط کہہ سکتے ہیں مگر اس پر کوئی حکم نہیں لگا سکتے۔ یہ ہمارا دائرہ اختیار نہیں ہے۔ یہ خدا کا اختیار ہے۔

  • Saqib Khan

    Member May 8, 2022 at 10:38 am

    Sir ye to bilkul wazih hey k hamara daira e ikhtyar ye nh k hum Kisi ko kafir kahen magar mera sawal apni jaga mojud hey k agar aik Hindu shakhs apny ap ko kehta hey k men musalman ho gya hun aur sath hi amli tour pe wo hamarey samny mandar ja k buton ki puja bhi karta hey, buton per charhavey bhi charhata hey, aur Hindu mazhab ki muqaddas kitabon ki tilawat bhi karta hey to Kia phr bhi hum usey musalman hi samjhen gy mehz is vja se k us ne khud apny ap ko musalman Kaha hey?? Jb k us ka Amal sary ka Sara hiduana hey?? Zra detail men examples k sath reply den plz.shukria

  • Faisal Haroon

    Moderator May 8, 2022 at 10:53 am

    mgar aik Hindu Hindu honey k bavajud agar apny ap ko musalman kehta hey to Kia hum usey kafir ya ghair Muslim nh kahen gy??

    یہ سوال اپنے اندر ایک تضاد رکھتا ہے۔ ہندو کا مطلب یہ ہے کہ کوئی شخص خود کو ہندو مذہب کے نظریے سے متعارف کرائے۔ کوئی بھی سمجھدار شخص اپنی شناخت ہندو مذہب سے نہیں کرتا اور پھر بھی خود کو مسلمان کہتا ہے۔

    تفصیلی تفہیم کے لیے برائے مہربانی ملاحظہ فرمائیں:

    Discussion 59660

  • Saqib Khan

    Member May 8, 2022 at 11:32 am

    Sir shayad men apna sawal wazahat se paish nh kr saka. Aesa nh hey k aik Hindu apny ap ko Hindu k tour pe introduce krany k bjaey musalman k tour pe introduce kra Raha hey. Sawal ye hey k us ne religion change Kia aur Hindu se musalman ho gya. Ab musalman hony k bad wo at the same time mandar bhi jata hey Pooja pat k liey, charhavey bhi charhata hey buton per, aur Hindu mazhab ki muqaddas kitabon ki tilawat bhi karta hey. Aur us ka ye Sara Amal bhi hamarey samny wazih hey hum dekh rahey hen to kia is sary Amal ko dekhny k bad bhi hum usey musalman hi kahen gy because wo khud apny ap ko musalman k tour pe mutaraf karva Raha hey?? Aur takfeer wali series men ne Dekhi hen is sawal ka jawab nh mil saka?? Shukria

  • Faisal Haroon

    Moderator May 8, 2022 at 11:40 am

    کوئی مسلمان ایسا نہیں ہے جو ہندو مذہب چھوڑ کر اب بھی مندروں میں جا کر پوجا کرتا ہے۔ ایسے معاملات میں فرضی مثالوں کا استعمال اور بھی زیادہ تضادات کا باعث بنتا ہے۔ براہ کرم جو کچھ واضح ہے اس پر عمل کریں یہ جانتے ہوئے کہ خدا کی طرف سے کسی سے یہ سوال نہیں کیا جائے گا کہ اس نے کسی اور کو کافر کیوں نہیں کہا۔

  • Saqib Khan

    Member May 9, 2022 at 9:05 am

    Jazak Allah sir boht achy tareeqey se ap ne confusion door ki.

You must be logged in to reply.
Login | Register