Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islam And Family Asking Money From Parents Through Emotional Blackmailing?

  • Asking Money From Parents Through Emotional Blackmailing?

    Posted by ashif ahmed on May 24, 2022 at 1:44 pm

    mera ek sawal hei. ma baap se kisi bimari ke liye paise mange aur woh de bhi de par khushi se nehi balki aisa lage ki woh khush nehi hei balke bacche kahi naraz na ho jaye isiliye de raha hei kya Karna chahiye Mera hair ki treatment ke liye kuch paiso ki zarurat ri itna nehi mujhe pata hei woh afford kar payenge par aise baton ke liye unka man nehi karta hoga Dene ke liye par yeh ek zawan insan samajh sakta hei hair problems bhi unke mental health par asar karta hei .

    Umer replied 2 years, 7 months ago 3 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Asking Money From Parents Through Emotional Blackmailing?

    Umer updated 2 years, 7 months ago 3 Members · 2 Replies
  • Ahsan

    Moderator May 26, 2022 at 11:26 pm

    sawal?

  • Umer

    Moderator May 28, 2022 at 1:48 pm

    Iska talluq Islam sai nhi hai balkay iska talluq apas kai bahmi talluq aur bahmi mohobbat sai hai. Agar apko lagta hai kai apkai walid ki jaib is baat ki ijazat nhi daitee ya woh pooray dil kai saath paisay nhi sai rahay, toh aap apni marzi sai woh paisay chor saktay hain. Na hi waldain sai mangnay main koe harj hai aur agar woh apni marzi sai dai rahay hon toh usko lainay main bh koe harj nhi. Islam ka taqaza sirf itna hai kai walidain kai saath zindagi kai har mor par husn-e-saluk sai paish aay jaye. Waldain sai naraz hona ya uski dhamki sai kar paisay nikalwana husn-e-saluk ki ruh kai manafi hai, is sai parhaiz karna chaiyai.

You must be logged in to reply.
Login | Register