brother me 2017 se rafya yadein kar raha hu jab se pata chala ki rafayaden bhi sabit hei aur mujhe pehle yeh bhi lagta tha ki rafayaden jo na kare unka namaz etc par bohot hee dukh hota raha sakh o subah bohot hota raha
par rafayaden na karne par bhi hadith e hei tab mujhe ye laga sayad pehle rafayaden nehi karte the bad me rasullah s a w apne wafat ke waqt tak ek bhi aisa deen na ho inme rafayaden nehi kiya ho meine dono hadith o ko aisa samjha bohot had tak phir jab pata chala namaz toh log Muhammad s a w ke elan e nabuat se pehle bhi padhte the namaz toh bani Ismail padhte aa rahe the unko pata tha namaz kya hei isiliye quran me unlogo ke liye namaz ko sirf ada karna ka zikr hei baki namaz se woh wakif the ab atein us bat par ki rasullah s a w rafayaden karte the ya pehle nehi karte the aur uske bad rafayaden se he bhi namaz padhte rahe wafat ke waqt tak ..? kya yeh bat sahi hei ..? yeh logical nehi hei kyuki namaz sunnat se tawatur ke sath ummat tak pohcha hei isiliye yeh bat hee sahi hei ki kabhi rafayaden se bhi rasullah namaz ada karte the
aur chand ya Suraj grhan mujhe thik se pata nehi usme Jo rasullah s.a.w ne namaz padhi ek zyada ruku bhi kiye the zyada sajda bhi kiye the isiliye sabhi tariqa sahi hei kabhi rafayaden karke kabhi baghair rafayaden se namaz ada kar le mein galat ho saka hu isme par meine aise samjha hei ghamidi sab ki bayan o se aur kafi logical hei aur sabhi hadith o ka bhi isse explanation ho jata hei
apko Dr Irfan ya umer Qureshi sab ache tarah se jawab denge inshahallah