-
How To Avoid Distractions While Offering Salah
namaz me dhyan kaha aur kaise hona chahiye
meine suna hei kuch logo se ki aisa dhyan dena chahiye ki allah tumhe dekh raha hei ya phir tum allah ko dekh rahe ho .. confusion ho raha hei aur kuch log aisa kehte hei ki aise dhyan dena chahiye ki allah ki samne khare ho .. konsi bat sahi hei aur sahi hei toh kya yeh shirk nehi ho jayega kyuki allah ko kaise dekha jaye aur allah ke mishal kaise de sakte hei samne hone ki …? please reply kare aur bataye namaz me thik se dhyan kaise de taqi me khushu khuzu se namaz padh saku
Sponsor Ask Ghamidi
The discussion "How To Avoid Distractions While Offering Salah" is closed to new replies.