-
Ulma E Soo Vs Ulma E Haq
ek ribayat ayi hei ki Qayamat ke kareeb duniya me sabse jahil ulma honge.. kya hei is ribayat ki haqiqat
kya aj ke musalman me kuch ulma bhi Yahood o nasara ke ulma ki tarah ho sakte hei Jo woh halak kahe woh halal jo woh haram kahe woh haram aur taqlid karne ko jo log kehte hei kya yeh bat quran ki us ayat se nehi milta jaha yeh hei sayad ki Yahood aur nasara ne apna ulma o ko khuda bana liye tha aur ek hadith me yeh bhi hei ki mere ummat bhi yahod aur nasara ki tarah exactly mil jayega jaise ki ek pair ki jooti dusre pair ki jooti se mil jaye toh kya aisa waqt a chuka hei kyki bohot se baton me similarity ho gaya hei aisa mujhe lagta hei aur hadith e zibrael bhi ab pura ho chuka hei nishani !!
Sponsor Ask Ghamidi