-
Hadith On 73 Sects And Its Authenticity
meine kuch ahadith e suni hei jisme yeh kaha gaya ki 72 groh jahannami hogi aur ek jannati jisko jamah ke lafz se bayan kiya kya aur kuch Hadith o me aise aya hei ki mere ummat me kuch aise log ayenge matlab biddati jisko pagal kutte ki karne ki mishal se bayan kiya gaya …
in hadith o ka hesiyat quran aur sunnah ki roshni me kya yeh sahi hei aur dusra sawal agar woh ek jannati groh woh hoga jamah peh khara hoga toh kya ghamidi sab ijma se ikhtilaf nehi karte actually mujhe aisa nehi lagta kyuki unka har dalail se malum hota hei ki woh ikhtilaf pehle se tha ya uska proof pehle se milta hei phir bhi kya farahi school of thoughts ka yeh dawah hei ki hum ijma se bhi ikhtilaf kar sakte hei deen me
Sponsor Ask Ghamidi
The discussion "Hadith On 73 Sects And Its Authenticity" is closed to new replies.