-
Changes In Understanding And Translation Of Quran With Scientific Advancements
zehan me sawal ye hai ke,ye quraan qayamat tak ke insano ke liye hai iska tarjuma tafseer sab kuch lakin ham dekhty hai ki science ki taraqqi se kuch tarjumy ghalat sabit hue jaisy ‘raham me kya hai koi nahi janta”jins” sivae khuda ke’ lakin ab iska tarjuma kiya jata hai ke ye jins ki baat nahi balki ekhlaq ki baat kahi gaye hai ya vo bada hoke kya banega koi nahi janta,puchna ye hai ke aany waly waqt me science ki taraqqi se or bhi baht kuch samny asakta hai to kya quraan ke tarjumo me bhi badlao ho sakta hai.
Sponsor Ask Ghamidi