Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Fasting On The Day Of Arafa

Tagged: , ,

  • Fasting On The Day Of Arafa

    Posted by Abdulrehman Shaikh on July 7, 2022 at 6:14 pm

    Assalamu alaikum

    Sahi muslim ki ek riwyat me ata hai ke ayesha rz kehti hai unhone nabi saw ko zil hijja ke 10 din me kabhi roze se nhi dekha , aur bhi degar riwayat me ata hai ke khulfa e rashideen hz abu bakar , umar , usman ,ali rz ajmaeen bhi kabhi yeh roza nhi rakhte they , toh is bare me sahi baat kya hai , arfa ka roza sabit hai ya nhi?

    حضرت عائشہ رضی اللہ تعالیٰ عنہا سے ر وایت ہے کی

    ، ام المؤمنین عائشہ صدیقہ رضی اللہ عنہا کہتی ہیں کہ میں نے رسول اللہ ﷺ کو ذی الحجہ کے دس دنوں میں روزے سے نہیں دیکھا ۔

    Sahih Muslim#2789

    عن ابن عمر ، قال : لم يصم رسول الله صلى الله عليه وسلم ، ولا أبو بكر ، ولا عمر ، ولا عثمان ، ولا علي رضي الله عنهم يوم عرفة .

    That the Prophet saaw, Abu Bakr, Umar, Uthman and Ali r.a all of them never fasted on the day of Arafah

    شرح معاني الاثار 3264 بسند صحيح

    Umer replied 2 years, 6 months ago 4 Members · 7 Replies
  • 7 Replies
  • Fasting On The Day Of Arafa

    Umer updated 2 years, 6 months ago 4 Members · 7 Replies
  • Ahsan

    Moderator July 7, 2022 at 11:43 pm

    During Hajj Prophet Mohammad PBUH didnt kept roza on arafa.

  • Mudir ahmed Shaikh

    Member July 8, 2022 at 1:56 am

    1.Hajj ki ibaadat me ek mashakkat jaisi surte haal ki wajah se huzur ne in do ibaadato ko jama karna pasand nahi kiya(apne amal se) , huzur apne amal se bhi deen samjhate hai.

    2 bahar haal ye ek nafil roza hai gair haji ise Allah ki khusnudi, kurbat aur uske talluk ki khatir rakh sakte hai, Allah ko ye pasand hai.

    (Ghamidi sahab ki teaching se jo me samjha hu)

    Baki Allah hi behtar janta hai.

  • Abdulrehman Shaikh

    Member July 8, 2022 at 3:55 am

    يَوْمُ عَرَفَةَ وَيَوْمُ النَّحْرِ وَأَيَّامُ التَّشْرِيقِ عِيدُنَا أَهْلَ الإِسْلاَمِ وَهِيَ أَيَّامُ أَكْلٍ وَشُرْبٍ ‏
    *Narrated Uqbah ibn Amir:
    The Prophet (ﷺ) said: The day of Arafah, the day of sacrifice, the days of tashriq are (the days of) our festival, O people of Islam. These are the days* of eating and drinking.

    Agar roza rakh sakte toh is hadis ka kya hoga?

    • Ahsan

      Moderator July 8, 2022 at 4:58 am

      always share reference.

      According to principles of understanding of hadith defined by Madarsa e farahi, all variants of hadiths are collected and understood under the light of Quran. To read about these principles refer to Discussion 1042

      Look at following link to see the variants of hadith regarding Arfa roza
      https://sunnah.com/search?q=Arafa+fast

      You will yourself understand that the fasting on Arfa is highly recommended by Prophet Mohammad saw and he used to keep the fast on that day except at arafat/during hajj

    • Abdulrehman Shaikh

      Member July 8, 2022 at 7:47 am

      Mene arfa ke taluk se tamam haids padhi hai , kya koi zariya hai ke yeh sawal ghamidi sb tak pohchaya jaa sake,

      Kyu is masle me jaha hadis milti hai roza rakhne ki wahee ayesha rz se hadis milti hai woh kehti hai ke nabi saw ne kabhi bhi in 10 din me roza nhi rakha , aur nabi saw ki hadis hai ke arfa ka din musalmano ke liye eid ka din hai ayyam tashreek , aur yeh din khane piney ka hain according to hadis,

      Phir eid k din kaisa roza?

    • Ahsan

      Moderator July 8, 2022 at 8:57 am

      you can register for next ask ghamidi session via this link

      https://ask.ghamidi.org/event/072022xyz92jut/

  • Umer

    Moderator July 15, 2022 at 7:58 pm

    For comments of Ghamidi Sahab, please refer to the link below from 36:09 to 37:56

    ilm-o-Hikmat 19-06-2016

You must be logged in to reply.
Login | Register