Forums › Forums › General Discussions › Quraan Vaazh Hidayat Hai Phir Bhi Ikhtilaf Kyu
-
Quraan Vaazh Hidayat Hai Phir Bhi Ikhtilaf Kyu
Posted by Fatima on July 27, 2022 at 1:59 amAali Imran – آل عِمران https://www.javedahmedghamidi.org/#!/quran?chapter=3¶graph=38&type=Ghamidi
intishar or ikhtilaaf ko kufr ki taraf palatna kaha gaya hai,to kya ham isme shamil nahi
Fatima replied 2 years, 5 months ago 2 Members · 11 Replies -
11 Replies
-
Quraan Vaazh Hidayat Hai Phir Bhi Ikhtilaf Kyu
-
Ahsan
Moderator July 28, 2022 at 1:39 amQuran is easy to understand in terms of belief and how to lead life. however, academically its a difficult book
Watch https://www.youtube.com/watch?v=U7iUQ46pUYM -
Fatima
Member July 28, 2022 at 4:08 ambelief ke liye alag understand ke liye alag ye baat quraan kyu nahi kehta,vazah kitaab kehne ka kya matlab hai,or agar aap kahe ki namaaz me roze me hajj me koi ikhtilaaf nahi halaki aisa nahi hai phir bhi aapki baat maanle to kya bas quraan ise liye aaya tha,ki roza namaaz haj durust karvade jabki is ayat me girohbandi ko kufr kaha gaya hai isse qoomy urooj or zawal me pahuch jati hai kya ye choti baat hai.jo aapne kaha belief ke liye asan or samajhny ke liye mushkil tareen to ye baat qayamat tak rahegi matlab isse nikalne ki koi surat nahi hogi.
-
Ahsan
Moderator July 28, 2022 at 10:13 amRead my reply again I said for academic understanding which is work for scholars not for common person.
-
-
Fatima
Member July 28, 2022 at 11:58 ammere bhai aap ne shayad mera question hi nahi samjha,aam log quraan ka turjuma party hai taqi usmani,israr ahmed,ahmed raza barelvi ya ibn kaseer hazraat ka kuch baato ko choor kar kya iedology me farq nahi hai kya unme thodi se baaton ko choor kar or zyaada aage barne ki koshish nahi karni chahiye,aam log to vahi karty hai jo aalim ya scholars kehte hai,aam insan ko to firqo me bata jata hai vo khud nahi bat’ta inhe chalane waly to quraan ke bade bade mahireen hai,inka kaam to quraan ye bata hai ki ummat ko joor ke rakh khe?
-
Ahsan
Moderator July 28, 2022 at 2:03 pmKufr is deviation from monotheism, doing wrong deeds and deny the judgment day, prophets and angels.
As long as they adhere to basic tenets of Islam they are not in danger.The iktilaf is not in obligatory parts but the optional part or application of certain philosophy/rulings which donot render them kafir or deviant.
what a common muslim should do. Ghamidi sb has following comments
https://www.youtube.com/watch?v=4kJ7glu3oaM -
Ahsan
Moderator July 28, 2022 at 2:05 pm -
Fatima
Member July 28, 2022 at 2:58 pmye mere sawal ka jawab nahi,hamne isse nikalne ki surat bhi puchi the, hasan sahab ne jinka zikr kiya unho ne kaha ki agar ikhtilaaf nahi hai to dilo me hai ya apni aqlo ko potli me bandh diya hai,to ye baat rasool ke time pe ya hazrat abubakr,umar inse us waqt ke logo ne aisa ikhtilaaf kyu nahi kiya ke giroh banjaty,quraan me hai ki jisne girohbandi ki uska rasool se koi taalluq nahi,to ye konse musalman hai jinka rasool se taalluq hai or girohbandi bhi hai ek taraf quraan itni sakht baat karta hai iske liye,dusri taraf ham kehty hai ke namaaz roza hajj to same hai bas ek musalmaan ko itna karna kaafi hai,hame to lagta nahi ke itna bada deen akhiri kitaab qayamat tak ke liye or sirf ye karwana maqsad tha
-
Fatima
Member July 28, 2022 at 3:01 pminki baat zyaada samajh me aati hai,gool gool nahi ghumaaty seedhi sadhi baat karty hai.
-
Ahsan
Moderator July 28, 2022 at 4:18 pmYou need to properly understand the context of verse. this verse refer to people who deviated from either monotheism or became arrogant.
Academically there ill be always difference of opinion because of different approaches due to human intellect.
You are free to choose any opinion which seem better to you.
-
Ahsan
Moderator July 28, 2022 at 4:22 pm -
Fatima
Member July 29, 2022 at 3:04 ammaaf kareye lakin mere sawal ka jawab ye nahi hai,ham ise gumaan me hai ki ye baat hamary liye nahi hai,waqt se bhi nahi seekh rahe,halat deekhke bhi nahi samajh rahe bada afsoos hai hamlogo par
Sponsor Ask Ghamidi