Forums › Forums › General Discussions › Asking For Test First
-
Asking For Test First
Posted by Abdullah AbdulRahman on July 30, 2022 at 2:29 amAssalamualaikum
But didn’t God ask before according to:
Al-Quran
Surah No. 33 – Ayah No. 72
أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ
اِنَّا عَرَضۡنَا الۡاَمَانَةَ عَلَى السَّمٰوٰتِ وَالۡاَرۡضِ وَالۡجِبَالِ فَاَبَيۡنَ اَنۡ يَّحۡمِلۡنَهَا وَاَشۡفَقۡنَ مِنۡهَا وَ حَمَلَهَا الۡاِنۡسَانُؕ اِنَّهٗ كَانَ ظَلُوۡمًا جَهُوۡلًا ۞
Translation:
We offered this trust to the heavens and the earth and the mountains but they refused to bear it and were afraid of it, the but man undertook to bear it. Indeed, he is unjust and ignorant.
Fatima replied 2 years, 5 months ago 6 Members · 10 Replies -
10 Replies
-
Asking For Test First
-
Ahsan
Moderator July 30, 2022 at 9:37 amif you read carefully, the translation it self suggest that they were given choice.
Heavens, earth and the mountain refusal indicates that it was a choice not enforced decision.
-
Fatima
Member July 31, 2022 at 12:43 amis sawal ki taraf ghour karne se zehen me kai sawal or aty hai,jaise ahsan bhai ne kaha by choice not inforced lakin ye kalaam zameen assmaan or paharo ko uthany ki kya zarurat ye kalaam to hame is duniya me jeeny ka sahi tareeqa sekhata hai,insaano ki rehnumaye ke liye hai,in arz o sama ke zemmy jo kaam khuda le lagaya hai usy vo har waqt puri amaanatdari se pura kar rahy hai dusra sawal ke inki kya majaal ke khuda ki baat se inkaar kary ye to khud quraan ke khifaal baat hai kyunki insaano ke alaava kisi or ko ye ikhtiyar hi nahi hai ke vo apne Rab ke khilaaf jaaye ye ikhtiyar to sirf insan ko mila hai
-
Nadeem
Member July 31, 2022 at 6:29 amAssalam-o-Alaikam. To my understanding the verse talks about freedom of choice. Allah offered freedom of choice to all that is stated but none took the responsibility except the human.
-
Abdullah AbdulRahman
Member August 2, 2022 at 1:50 amYes, in the video Ghamidi sahab answered to the question “why without the will of human he was put into the test? And Ghamidi sahab answered that we shall ask when we shall meet God. But why can’t this verse be the answered that actually the test is that human is given free will. Now how much does he purify himself for that external life while he has free will (that if he wants he both can and cannot purify himself upon his choice). And how i am understanding this verse is that “human accepted that free will and that’s why was put into the test”?
-
Nadeem
Member August 2, 2022 at 9:00 pmTo my understanding, all humans is from a a single soul. Humans dared to take the the test of free will in exchange for eternal life in Paradise. Humans also took responsibility to be in temporary or eternal hell if human failed the test of free will.
We all took this responsibility before being born.
This is similar to many stories in Quran where Jews or Christians asked for Allah’s help or proof of Allah. Allah said that afterwards if they didn’t believe in Allah, he will punish them very severely…more severely than others.
-
Fatima
Member August 3, 2022 at 2:13 amenglish me apni baat samjha nahi sakungi isliye roman me likhti hu shayad aap logo tak apni baat pahcha sakun,ummed hai nazar andaz nahi karenge, jo baat aap log kehrahy hai ki allah ne free choice de quraan ko uthany ki,to insaan ne utha liye phir usy test me dala gaya,lekin ye baat to quraan ke khilaaf lagti hai adam a.s ko allah ne maaf kardiya or kaha ki ab tumhary paas hamari taraf se paimghambar aayenge unki ittibaa karna ye to nahi kaha ki tumny quraan ko uthany ka zimma liya hai jao ab tumhara imtihan shuru hota hai?
-
Maryam
Member August 3, 2022 at 2:50 amSister Fatima, meray khayal mein, iss ayat me Qur’an uthaanay ki bat nahi ho rahi, jis ‘trust’ ka zikr ho raha hy, wo hy ye ability ke hamari marzi jo chahay kerein (free will), iss ability ko lenay se zameen aasmaan ne inkaar ker diya qiun ke iss ability ke sath test bhi shuru hojata hy aur consequently jaza saza bhi hogi. Hum insaan hyn he isliye ke humnay ye free will le li.
-
-
Umer
Moderator August 3, 2022 at 4:18 amPlease refer to the following response and videos posted below it:
-
Fatima
Member August 3, 2022 at 8:51 amsister maryam apka kehna sahi hai lekin kuch point phir bhi zehen me aaty hai,ke khuda ne free will ke liye pucha to unho ne inkaar kardiya kyunki iske baad test me parna tha,hame to ye tasawwur karna mushkin ho raha hai ki khuda inse puchega ke bhae zameen tum free will lena chahoge,asmaan tum ya pahad tum sabne mana kar diya or insaan ne le liya issy to ye zahir hota hai ke insaan ko ye samajh hi nahi thi jo in bejan cheezo ko thi ke ham isko leny se test me parjaenge,ek jagah quraan me hai ki adam a.s ki takhleeq karne ke baad farishto ne khuda se kuch pucha jiska javab khuda ne ye diya ki jo mai janta hun vo tum nahi janty or adam a.s se kaha ki fariston ko unsab cheezo ke naam batao jo mainy tumhe sekhaya hai to vo bata bety hai yaha pe to jo ilm farishto ko bhi nahi tha vo khuda ne insaano ko diya,itni izzat or azmat or ilm, or yaha par itna shaor bhi nahi diya ke in arz o sama se zyaada samajh sake,khuda ko puchny ke koi zarurat nahi vo to sabke zimmy kaam laga deta hai or koi ussy inkaar nahi karta.
dusri baat ke zameen asmaan ya pahad free will ka kya karty jabki quraan insaano ki rahnumayi ke liye hai,zameen,asmaan,pahad ke liye to nahi hai ya unki bhi rahnumayi honi thi.thoda takrao tha sari baato me lekin jab hamne inki baat suni to ye ayat zyaada vazeh hogai,hosakta hai mera nazariya ghalat ho
-
Fatima
Member August 3, 2022 at 8:52 am*Source: ‘Quran with Lughat’ – free app for Android & iPhones*
اِنَّا عَرَضْنَا الْاَمَانَةَ عَلَي السَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ وَالْجِبَالِ فَاَبَيْنَ اَنْ يَّحْمِلْنَهَا وَاَشْفَقْنَ مِنْهَا وَحَمَلَهَا الْاِنْسَانُ ۭ اِنَّهٗ كَانَ ظَلُوْمًا جَهُوْلًا(سورة الأحزاب , آیت 72)
(72) تم اشیائے کائنات پر غور کرو۔ یہ بڑے بڑے اجرام سماوی۔ خود تمہارا کرہء ارضی۔ اور اس پر جمے ہوئے اتنے اتنے بڑے پہاڑ‘ (وغیرہ) ان کی کیفیت یہ ہے کہ ان کے ذمے جو فرائض عائد کئے گئے ہیں‘یہ سب‘ ان کی بجا آوری میں ہمہ تن مصروف ہیں۔کوئی اس میں ذراسی خیانت نہیں کرتا۔ وہ اس کے تصوّر تک سے ڈرتے ہیں۔ لیکن انسان کی یہ حالت ہے کہ جو فرائض اس کے ذمے عائد کئے جاتے ہیں‘ یہ ان کی بجا آوری میں خیانت کرتا ہے‘ حالانکہ ایسا کرنے میں کسی اور کا کچھ نہیں بگڑتا۔ خود اِسی کا نقصان ہوتا ہے…. یہ اس کی کتنی بڑی جہالت ہے جس کی وجہ سے یہ خود اپنے آپ پر اس قدر زیادتی کرتا ہے (اگر یہ بھی اشیائے کائنات کی طرح‘ لیکن بطیب خاطر‘ وحی کے مقرر کردہ راستے پر چلتا جائے‘ تو اسے کسی قسم کا نقصان نہ ہو)۔
Sponsor Ask Ghamidi