-
Nisa Aayat No 103,zikar
Is aayat me zikar ki baat aayi he, hadiso me har time ke zikar wa duwa ki rivayat milati he,mean 24/7, ek insaan jo job karta he wo bhi plural society me,wo har time apni toung se zikar kare to ek ajib sa lagta he, according to gamdi sir Mene suna he ki zikar mean allah tume yaad rehna chahiye,phir ye rivayato me aaya he usko kese samje,
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1633 days, 7,501 registered users have posted 59,237 messages under 16,546 unique topics on Ask Ghamidi.