Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Quran 4:136 – Kufar And Ahmadi Sect

Tagged: , ,

  • Quran 4:136 – Kufar And Ahmadi Sect

    Posted by Fatima on September 12, 2022 at 7:55 am

    ek muslim ke liye Allah,rasoolo,kitaabo,malaika or akhirat pe imaan rakhna lazmi hai sawal ye hai ki qadiyani kyunki apne aapko muslim kehty hai isliye hame bhi unko muslim mamna chahiye ye to quraan ke khilaaf hai unka hamary nabi ko akhiri nabi na manna kya batata hai (yahi ke taleem ka silsila band nahi hua )nabi claim karne wala jo bhi taleem dega vo khuda ki taraf se hogi ye to bahat bada gunah or khalfishar hai vo muslim kaise ho sakty hai?

    Al-Nisa – النِّســاء https://www.javedahmedghamidi.org/#!/quran?chapter=4¶graph=67&type=Ghamidi

    Fatima replied 2 years, 4 months ago 2 Members · 6 Replies
  • 6 Replies
  • Quran 4:136 – Kufar And Ahmadi Sect

    Fatima updated 2 years, 4 months ago 2 Members · 6 Replies
  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar September 13, 2022 at 1:34 am

    قران مجید کے یہود یو یہود اور نصاری کو نصاری ان کے اپنے اختیار کردہ ناموں کی وجہ سے کہا ہے۔ اللہ کا یہی طریقہ ہے کہ جو گروہ اپنے لیے جو نام منتخب کرے اسے اسی نام سے پکارا جائے۔ احمدی حضرات تاویل کرتے ہیں کہ ختم نبوت والی آیت کا مطلب آخری نبی نہیں۔ تاویل کی وجہ سے اسے کفر یعنی جان بوجھ کر انکار نہیں کیا جا سکتا۔ چنانچہ ہم ان کے اس عقیدے کو اسلام کے خلاف سمجھتے ہیں مگر ہمیں یہ اختیار نہیں ہے کہ کسی کو خود کو مسلمان کہنے سے روک دیں۔

  • Fatima

    Member September 13, 2022 at 5:59 am

    theek hai irfan bhai agar aisa manbhi le to is ayat ke tashreh me janab ghamidi sahab likhte hai ke imaan lao jaisa ke imaan lany ka haq hai yani muslim ke liye bhi sirf apne aapko muslim kehna kafi nahi to jinka imaan hi akhiri nabi pe akhiri nahi kis tarha muslim ho sakty hai or aapne kaha yahood,nasara khud ko is naam se pukarty hai isliye khuda bhi inhe ye pukarta hai to ye baat kuch sahi nahi lagti kyunki khuda ko to qayamat tak aany waale giroho ka ilm hai iseliye usne hame is ayat me bataya hai ke khud tumme se bhi jo aisa kare ussy dhoka mat khana phir ye to alag imaan wale hue,aapne kaha taveel yo to sabhi log apne sahi hone ki hi karty hai koi nahi kehta ham jankar ghalat taveel kar rahy hai

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar September 13, 2022 at 6:03 am

    ہم انھیں غلط سمجھ سکتے ہیں۔ مگر ان سے یہ حق نہیں چھین سکتے کہ وہ مسلمان نام اپنے لیے اختیار نہیں کر سکتے۔ اس کا ہمیں حق نہیں۔ یہ بات کی گئی ہے۔

    قرآن مجید میں اللہ نے منافقین کو بھی یا ایھا الذین امنوا کہہ کر انھیں ان کے اعمال پر تنبیہ کی ہے۔ کیونکہ وہ خود کو مومن کہتے تھے۔

    ہمارا جو اختیار ہے ہمیں اس سے آگے نہیں بڑھنا۔ ہمارا اختیار اپنے تک ہے، اس میں ہم ان کے عقیدے کو درست نہیں سمجھتے۔

  • Fatima

    Member September 13, 2022 at 7:00 am

    muslim ke liye inpar imaan hona lazmi hai jo is surah me kaha gaya jab ispe imaan nahi to muslim kaise ye ayat bhi unhi ke liye hai jo khud ko muslim kehty hai magar subho sham palatte rehty hai unka ye karna kufr se tabeer kiya gaya hai,munafiqeen ko khuda ne munafiqeen kyun kaha jabki vo khud ko momin kehty the yaha vo tareeqa nahi ikhtiyaar kiya jo aapne kaha ki qadiyani khud ko muslim kehty hai isliye hame bhi yahi kehna chahiye.

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar September 14, 2022 at 12:36 am

    یہ خدا کا اختیار ہے جو کافر منافق اور مرتد کہہ سکتا ہے۔ خدا نے یہ اختیار ہمیں نہیں دیا۔ خدا اپنے اس اختیار کے باوجود بھی منافقین کو مومن بھی کہتا ہے کیونکہ وہ خود یہی کہتے تھے۔ ہم انسان ہیں، جو دلوں کا حال نہیں جانتے۔ ہمیں بھی وہی کہنا چاہیے جو دوسرا اپنے لیے کہتا ہے۔ اس سے آگے خدا کا اختیار ہے۔

  • Fatima

    Member September 14, 2022 at 1:56 am

    dilo ka haal to munafiqo ka pata nahi hota kyunki unka dava bhi usi imaan pe hota hai jinka dava momin karty hai phir bhi khuda momin or munafiq ko kai muqaam pe zahir kardeta hai lekin jinka imaan hi alag ho to..

    aap ke lezah se is ayat ka koi matlab nahi in cheezo pe imaan ho ya naho chahe janke chahe anjane me agar vo khud ko muslim kahde to bas muslim hai,is tarha to male female bhi hame nahi kehna chahiye vo khud apne liye jo muntakhib kare vahi kehna chahiye,khuda bhi yahi karta hai jaisa aaj society me horaha hai.

You must be logged in to reply.
Login | Register