-
Namaz During Women's Special Days
Asallam o alikuam!
Jesa ke irshad hua he k namaz hur sorat me fraz he or hme us ki adaigi me kotahi nhi krni chahiye to mera sawal ye tha k auroto k wo makhsos din jin m unhe namaz ya dosri ibadaat krne se roka gaya he to aisi halat me kia is farman ki khilaf warzi nahi ho rahi???
Please is bare m agahi farmaye
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1680 days, 7,667 registered users have posted 60,290 messages under 16,949 unique topics on Ask Ghamidi.