-
Taking Oath On Quran
Agar do parties(e.g husband/wife, maalik/nokar, mulzim/mudaee) men kisi bat par ikhtilaf ho jata hai. Aur wu dono parties ulajhny ki bjae is bat par ikhatay ho jatay hen k jis par ilzam lag rha hai agar wu Quran par hath rakh k Allah ki qasam kha le k wu begunah hai tu ye tanaza khatam ho jae ga. To kiya is men koi sharaee uzar hai? Wese to qasam apnay aap men bari mazboot cheez hai lekin Quran par hath rakhna is liye zururi hai k log aam tor par qasam ki intensity se waqif ni hoty aur jhooti qasam kha leta hen.
Sponsor Ask Ghamidi