-
Quran 94:5 And Quran 2:286 Principle Of Ease After Hardship
assalamualaikum.
1.mera sawal yeh ki meine bohot suna hei ki jab koi chiz zyada takleef ya muskil ho Islam asani deta hei
chapter 94:5 yaha par sirf yeh kaha gaya hei ki pareshani ke bad asani ata hei yeh rules hei ya bas takdeer ki mamlon me kaha gaya hei like kisi ko bimari ho uske bad sifa milaga etc
ya dunyabi law’s me yeh clear nehi hei .
yeh rules phir kisne difficulty ke bad asani hona chahiye
2. yeh bhi suna tha ki hamere capacity ke bahar hamse pucha nehi jayega par baqarah 286 me mujhe aisa kuch nehi mila ki pucha nehi zyega waha par bas itna hei ki allah hame utna bhoj nehi dalta jitna hum utha na sake yeh nehi kaha ke agar batein capacity se bahar ho to tumse swal nehi hoga ya usey chor do …
yeh sab ayah difficulty aur asani bas mujhe bohot confusion ka raha hei ki yeh mamla jahiri yani direct law bana kar use karne dunyabi mamlon use karne ke liye kaha gaya hei ya taqdeer ke hawale bar kar rahe ki I hope mere batein apko samajh aa rahi ho
Sponsor Ask Ghamidi