-
Praying Witr With Esha Prayer
Assalam O Alaikum Warehmatullahi Wabarakaatuhu….mene suna hai k Hazrat Muhammad SAW k waqt main witr ko eesha ki namaz k sath is liye parhaya jata tha jata hai taake aasani ki jaye sahabah k liye…kiunke unke liye raat ko late nigh uthna mushkil ho jata tha…laikin aaj kal ham aksar yeh dekhte hain k loog 2,3 baje tak amooman jaag hi rae hoote hain jo keh basically tahajjud ka waqt hota hai…tou agar yeh loog bhi witr parh lein eesha k sath even though in ko maloom ho keh yeh tahajjud k waqt jaag rae hoonge laikin phir bhi yeh loog eesha k sath hi witr parh lein tou us main koi harj tou nai?
Sponsor Ask Ghamidi