-
Sahaba Who Lived In This World After Itmam-e-Hujjat Of Prophet Muhammad (sws)
Ye term se ye baat samaj me aati he ki allah ka rasul adalat lagata he,phir end result dono part ke darmiyan fesala kar diya jata he,mean rasul& his companions jannati, & kafir jo rasul ka inkar karte wo jahannami, isi liye ye dono jamati ke liye jaza & saza countinue ho jaati he, Mera sawal ye ki sahaba radi rasul saw ke baad bhi rahe & unke darmiyan jo bhi huwa, kya unse question & answer hoga?kyoki jab is duniya me unka fesala ho gaya ke wo jannati phir unse question & answer ki koi illat baki rehati he!
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1583 days, 7,393 registered users have posted 58,099 messages under 16,132 unique topics on Ask Ghamidi.