-
Test Of Jinns In This World
AOA
1- ALLAH ne jinnat ko paida kya irada aur ikhtiyar dy kr
2- jinnat ki tarf bhi nabi bhajy gy aur un ka b hisab kittab hoga qayamat main
3- jinnat us jaga ja kr kuch btain sun lete thy jahan sy farishty Allah k ikham ly kr aty thy aur unko ye b pta tha k Zamin walo pe koe azab b asakta ha ya koe nara faisla hogya un k bry ma tb unhon ny malom kya tu pta chla quran nazil horha
mera sawal ye hai k jb jinnat ko pta ha Allah ha fishty hain is tarh inson k sth mamlat hoty hn is tarh un k nabi hn is tarh azab b ata ha mtlb saza milti ha tu unka imtehan kaisa ha phir unko nabion ki kiun zarort ha jb wo jante hn Allah b ha farishty aa jaa rhy hain ye sara nazam aisy chal rha tu imtehan kaisa ghaib kaisa
is pe noshni dal dijye
Boht shukria
Sponsor Ask Ghamidi