-
Hazrat Umar (rta) Prohibited Women From Mosques
Ahed e risalatma aap sallallahu alaihi wasallam me ,aap alaihisaam ne farmaya ke khawateen ko masjid me aane se na roko aur aap alaihisaam ki wafaat k baad daur e Faruqui me hazrate umar raziallahu tala anhu ne khawateen k masjid jaane par papandi lagyi aur ispar ammi ayesha raziallahu tala anha ne kaha k agar mere Nabi ailihisalam ba haayat hote to aaj k muashre ki halat dekkat khawateen ka masjid Jana mana karte .
Ye riwayat tirmizi ki hai number ka ilm nahi . lekin yaha par ek Khalifa aur ek ummat ki maa ka qaul hai Jo ke bila shuba qabil aitbaar hai .
Sawal ye hai k kya Umar bin khattab raziallahu anhu k daur ke baad khawateen wapas se masjid jaane lagein?
Sponsor Ask Ghamidi