-
Juma Salah In Home For Women
Kya aurat Ghar main jummay ki namaz parh sakti hai.. kehtay hai ky jumma namaz ky liye khutbah Sunna farz hai.. khutbay ky baghair namaz e jumma nahi hoti.. agar khawateen ky liye masjid ka bandobast nahi hai tu Kya phir sari Umar baghair jumma Zindagi guxarni ho gi..
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1677 days, 7,663 registered users have posted 60,223 messages under 16,927 unique topics on Ask Ghamidi.