-
Quran 6:145 – Prohibition For Specific Food Applicable To The Direct Addressees
https://youtu.be/RxB_XRphpMkPlease upar wali video ko dhyaan se dekhiye is mein is youtube k video hai is mein Mufti Tariq masood saahab ne Ghamidi sahab k khilaf kha h ki jaise allah ne Sureh Anaam me ayat 145 me jo khane k cheese haram karu h to wo jo us waqt logo ne apne upar halal ko haram kh diya to uske bare allah wahi k unse khdo k allah sirf ye haram kiya h to bhai jaise wo kh rhe h k jaise kutta billi to waise haram h to ise sirf kha h to wo to waise bhi haram h
To usi se leke Sureh araaf me jo ayat 33 me allah ne 5 cheeze haram k h to phle to Ghamidi sahab ne walithma k tarjuma h uska mtlb h gunah aur hmne 4 tarjume dekha h k uska mtlb gunah hi h Laikin Ghamidi sahab uska tarjuma Haq talfi kiya to iska phle jawab dijye
Aur dusra ye batayie jaise isme jo ayat h 5 cheezein haram h to Tariq sahab ne kha us waqt mushreeqen Mecca Kaaba Baitullah k tawar barhana krte the to usme allah ne ye wahi ki h k hmne sirf ye 5 cheezein haram ki h to ise music ya aur jo fan h wo kaise halal ho gye music kaise halal hogyi to iski daleel dijye music kaise halal hogyi
Aur dusra jo sood h wo in pacho me kisme ATA h kyuki allah ne isko haram kiya h to bhai agr wo wo sirf pach cheez haram h to bhai Sood kisme ATA h wo alag kiya h k in pacho me hi h
Sponsor Ask Ghamidi