Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Epistemology And Philosophy Taqdir And Kismet

Tagged: ,

  • Taqdir And Kismet

    Posted by Mohammad Hasan on May 30, 2023 at 6:25 am

    Ek sawal tha jaise ek taqdeer ka hissa likha huya tum kb paida tumhari kya shakal hogi tumhe kya salahiyat deni h aur bhi to ye sb likha h

    Laikin dusra hissa allah ne insani pr chod diya h mera banda ye ye krega to ye hoga nhi krega to nhi hoga to jaise agr koi game me ya example lele cricket jaise agr koi cricket ne jeet gya to kya likha tha k wo jeetega k jo acha khele ga wo jeetega ya agr beech me barish hoye aur km over huye to jeetegaya

    Umer replied 1 year, 5 months ago 2 Members · 3 Replies
  • 3 Replies
  • Taqdir And Kismet

    Umer updated 1 year, 5 months ago 2 Members · 3 Replies
  • Umer

    Moderator May 30, 2023 at 10:09 am

    Dusra hisaa jo insan pai chor diya hai usmain aik bhot bara hissa dunya kai aam qanun par chor diya hai jissay hum illat-o-malul ka qanun kehtay hain (cause and effect). Laikin is main bh, kuch jaghun par Allah nai kuch cheezain insan kai amal sai mashrut kardi hain jaisay banda Allah sai falan mamlay main dua karay ga to Allah ussay ata karay ga etc. laikin yai har mamlay main nhi hai. Zaruri nhi kai cricket match kai baray main bh hoo aisa, hoo sakta hai cricket match ko aam dunyawi qawanen kai nataij pai chor diya gaya hoo.

  • Mohammad Hasan

    Member June 1, 2023 at 2:39 am

    To jo log khte h k wali team k qismat me jeet thi to wo jeet gya to use kya khe kya aesa hi k nhi k jisne acha khela wo jeeta

    • Umer

      Moderator June 1, 2023 at 8:24 pm

      Yai aam zaban kai asaleeb hotay hain, in main lafz qismat ka istemal amumi hota hai, is sai khudai qismat murad nhi lii jati. Amumi mushahida yahi hai kai jo team acha khailti hai wohi jeetati hai.

You must be logged in to reply.
Login | Register