-
Asking Others To Pray For Us (the Ones Who Are More Pious)
Bhai hamara ek dost h aj usne hmse bataya mtlb humne usse pucha k tumhare papa kha gye h to usne bataaya k apne sasural gye h to hmne pucha k kyu gye h to usne bataya k wha ek buzurg h unki khidamat krne gye h mtlb wali khidamat nhi jo am taur pe hoti h mtlb wali buzurgi mtlb old wali jo budhe ho jate h wali buzurgi nhi mtlb jo ek buzurgi nhi hoti mtlb ap samjh rhe honge kaunsi hm baat kr rhe h to usne humse kha unse wo dua karne gye h to humne kyu unse kyu khud kro dua aur allah se sirf mtlb ap samajh rhe h na mtlb khaas unse to mere dost kha ki hum log k dua aur unki dua me farq h mtlb him logo k der me qubool hogi aur unki honi hi h mtlb jldi honi h aur honi hi h to humne usse kha ki aesa aqeeda h mt rakho k unki honi hi h am taur sb ek dusre se khte h k hamare liye dua kriye aur allah sirf allah aur hum bhi samjh rhe h na ap Laikin usse ye kha k ye mtlb Mano k unki honi hi h to bhai ye jo humne unse kha sahi kha na aur usne ye bhi kha k humne bht br azamaya h ap kya khte h iske bare me ?
Aur ek aur sawal h kya jo bhut deen ka kam krte h bht acheho nek ho khub ibadat krte ho to kya unki dua jldi qubool hoti h kya hum logo k der me aur kya unki hoti h mtlb jo usne kha ?
Sponsor Ask Ghamidi